Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
مشکل مسئلہ
Proverb in Roman Urdu
Mushkil Masla
English Proverb
HARD NUT TO CRACK
مشکل مسئلہ
Mushkil Masla
HARD NUT TO CRACK
لاکھ کا گھر خاک کر ڈالا
Laakh Ka Ghar Khaak Kar Dala
HE HAS BROUGHT DOWN HIS NOBILITY TO NINE-PENCE
جو مارتا ہے وہ پیار بھی کرتا ہے
Jo Maarta Hai Woh Pyar Bhi Karta Hai
HE THAT SHARPLY CHIDES IS THE MOST REDDY TO PARDON
مقابلے سے باہر
Muqablay Se Bahar
IN OUT OF THE RUNNING
مرد کو عشق ایک ہی بار ہوتا ہے
Mard Ko Ishhq Aik Hi Baar Hota Hai
MAN LOVES ONCE ONLY
شتابی میں خرابی !
Shitabi Mein Kharabi !
MORE HASTE, WORST SPEED
مردار کھاۓ سے کوا نہیں مرتا
Murdaar Kaye Se Kuaa Nahi Mrta
NO CARRION WILL KILL A CROW
دنیا میں کسی بات کا بھی بھروسہ نہیں
Duniya Mein Kisi Baat Ka Bhi Bharosa Nahi
NOTHING IS CERTAIN BUT UNCERTAINTY
گرنا آسان ہے اُٹھنا مشکل
Girna Aasaan Hai Uthna Mushkil
ONE MAY SOONER FALL THAN RISE
غریب کو یہی خیال رہتا ہے کہ ہر کوئی اس کو حقارت سے دیکھتا ہے
Ghareeb Ko Yahi Khayaal Rehta Hai Ke Har Koi Is Ko Hiqarat Se Daikhta Hai
POOR MAN ARE APT TO THINK EVERYBODY FLOUTS THEM