Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
آج کل طاقت صرف دولت کے ساتھ ہے
Proverb in Roman Urdu
Aaj Kal Taaqat Sirf Doulat Ke Sath Hai
English Proverb
POWER IS NOW-A-DAYS GIVEN TO NONE BUT THE RICH
آج کل طاقت صرف دولت کے ساتھ ہے
Aaj Kal Taaqat Sirf Doulat Ke Sath Hai
POWER IS NOW-A-DAYS GIVEN TO NONE BUT THE RICH
جتنی دولت اتنی شہرت
Jitni Doulat Itni Shohrat
REPUTATION IS COMMONLY MEASURED BY THE ACRE
نیند سے بہتر کوئی دوا نہیں
Neend Se Behtar Koi Dawa Nahi
SLEEP IS BETTER THAN MEDICINE
دوستی میں شک زہر کا کام کرتا ہے
Dosti Mein Shak Zeher Ka Kaam Karta Hai
SUSPICION IS THE BANE OF FRIENDSHIP
دُنیا کا بہترین کام چپ چاپ ہوتا ہے
Duniya Ka Behtareen Kaam Chup Chaap Hota Hai
THE BEST WORK IN THE WORLD IS DONE ON THE QUIET
جو شور مچاتا ہے اس کو کامیابی نہیں !
Jo Shore Mchata Hai Is Ko Kamyabi Nahi !
THE NOISY FOWLER CATCHETH NO BIRD
حجت ہر بات میں ہو سکتی ہے
Hujjat Har Baat Mein Ho Sakti Hai
THERE IS A BUT IN EVERYWHERE
بد اعمالی اپنی سزا آپ ہے اور بعض اوقات اپنا علاج بھی ( اگر ٹھوکر کھا کر آدمی سدھر جاۓ ۔ )
Bad Aamali Apni Saza Aap Hai Aur Baaz Auqaat Apna Ilaaj Bhi ( Agar Thokar Kha Kar Aadmi Sudhar Jaye )
VICE IS ITS OWN PUNISHMENT AND SOMETIMES ITS OWN CURE
ٹال مٹول کام شیطان کا ہے
Taall Matol Kaam Shetan Ka Hai
WHEN GOD SAYS, TODAY, THE DEVILS SAYS TOMORROW
کام ہی کام سے آدمی اکتا جاتا ہے۔
Kaam Hi Kaam Se Aadmi Ukta Jata Hai .
All work and no play make Jake a dull boy.