Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
دولت تو بہت لیکن وفا نایاب !
Proverb in Roman Urdu
Doulat To Bohat Lekin Wafa Nayaab !
English Proverb
THE NAME OF FRIEND IS COMMON, BUT FAITH IN FRIENDSHIP IS RARE
دولت تو بہت لیکن وفا نایاب !
Doulat To Bohat Lekin Wafa Nayaab !
THE NAME OF FRIEND IS COMMON, BUT FAITH IN FRIENDSHIP IS RARE
جِس شخص کو پہلے اُلو بنایا تھا وہ اب قابو میں نہیں آۓ گا
Jiss Shakhs Ko Pehlay Ullu Banaya Tha Woh Ab Qaboo Mein Nahi Ayega
THERE ARE NO BIRDS THIS YEAR IN LOST YEAR’S NEST
ایک اور ایک گیارہ !
Aik Aur Aik Gayarah !
UNION IS STRENGTH
مجرد کی زندگی آرام سے گزرتی ہے
Mujarad Ki Zindagi Aaraam Se Guzarti Hai
WHEN A MAN IS SINGLE, HE LIVES AT EASE
منہ میں رام رام بغل میں چھری۔
Mun Mein Raam Raam Baghal Mein Churee .
A wolf in sheep’s clothing.
بوڑھی گھوڑی لال لگام ۔
Boorhi Ghoree Laal Lagaam .
Old mare red reigns.
نیک دِل بجاۓ خود سلطنت ہے
Naik Dil Bajaye Khud Saltanat Hai
A GOOD MIND POSSESSES A KINGDOM
ہوا کا رُخ ایک تنکے سے معلوم ہو جاتا ہے
Hawa Ka Rukh Aik Tinke Se Maloom Ho Jata Hai
A STRAW WILL SHOW WHICH WAY THE WIND BLOWS
جہاں تک اس کا تعلق ہے
Jahan Tak Is Ka Talluq Hai
AS FOR
یار کی یاری سے کام اسکے فعلوں سے کیا کام
Yaar Ki Yaari Se Kaam Uskay Fealo Se Kya Kaam
BE CONTENT WITH FRIEND,S SINCERITY