Urdu to English Proverb طمع لاعلاج عموماً !
Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
طمع لاعلاج عموماً !
Proverb in Roman Urdu
Tama Lailaaj Umooman !
English Proverb
COVETOUSNESS IS GENERALLY INCURABLE
طمع لاعلاج عموماً !
Tama Lailaaj Umooman !
COVETOUSNESS IS GENERALLY INCURABLE
کسی کی کمزوری کو سمجھنا اور فاہدہ اٹھانا
Kisi Ki Kamzoree Ko Samjhna Aur Faida Uthana
KNOW THE LENGTH OF ONE’S FOOT
گہرا گھاوٴ بھر جاتا ہے لیکن بدنامی دور نہیں ہوتی
Gehra Ghaao Bhar Jata Hai Lekin Badnami Daur Nahi Hoti
THE EVIL WOUND IS CURED, BUT NOT THE EVIL NAME
دُنیا میں دیانت داروں کا قحط ہے
Duniya Mein Dayanat Daaron Ka Qeht Hai
HE THAT RESOLVES TO DEAL WITH NONE BUT HONEST MEN MUST LEAVE OFF DEALING
TO BELIEVE A BUSINESS IMPOSSIBLE, IS THE WAY TO MAKE IT SO
کسی کام کو ناممکن خیال کرنا ہی اس کام کا ناممکن بنانے کا طریقہ ہے
Kisi Kaam Ko Namumkin Khayaal Karna Hi Is Kaam Ka Namumkin Bananay Ka Tareeqa Hai
موقع ہونے پر بھی جو بہتر واقع کا متلاشی ہے وہ موقع ہاتھ سے کھو بیٹھتا ہے
Mauqa Honay Par Bhi Jo Behtar Waqay Ka Mutlashi Hai Woh Mauqa Haath Se Kho Baithta Hai
HE THAT HATH TIME, AND LOOKETH FOR A BETTER TIME, LOSETH TIME
تکلیف جھیلے بغیر دانائی اور مشقت کئے بغیر دولت حاصل نہیں ہوتی
Takleef Jhele Baghair Danai Aur Mushaqqat Kiye Baghair Doulat Haasil Nahi Hoti
SUFFER THAT YOU MAY BE WISE, LABOUR THAT YOU MAY HAVE