Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
بانٹ کھانے سے رنج ہلکا ہوتا ہے
Proverb in Roman Urdu
Baant Khanay Se Ranj Halka Hota Hai
English Proverb
GRIEF DIVIDED IS MADE LIGHTER
بانٹ کھانے سے رنج ہلکا ہوتا ہے
Baant Khanay Se Ranj Halka Hota Hai
GRIEF DIVIDED IS MADE LIGHTER
نا قابل انکار حقائق
Na Qabil Inkaar Haqayiq
HARD FACTS
دوست کا بھلا اپنا بھلا !
Dost Ka Bhala Apna Bhala !
HE DOES GOOD TO HIMSELF WHO DOES GOOD TO HIS FRIEND
بوتا کوئی ہے کھاتا کوئی ہے
Bota Koi Hai Khata Koi Hai
HE THAT PLANTS TREES LOVES OTHERS BESIDE HIMSELF
جو چھوٹی باتوں میں بے ایمانی کرے وہ بیوقوف ہے لیکن جو بڑی چیزوں میں بے ایمانی کرے وہ بیوقوف نہیں مکار ہے
Jo Choti Baton Mein Be Imani Kere Woh Bewaqoof Hai Lekin Jo Barri Cheezon Mein Be Imani Kere Woh Bewaqoof Nahi Makkar Hai
HE THAT CHEATETH IN SMALL THINGS IS A FOOL; BUT IN GREAT THINGS IS A ROUGE
آدمی بُلبلا ہے پانی کا !
Aadmi Bulbala Hai Pani Ka !
MAN IS BUBBLE
جہاں گیا بنیا وہاں گیا بازار !
Jahan Gaya Bania Wahan Gaya Bazaar !
MOONLIGHT FOLLOWS THE MOON
لباس سے آدمی کی زینت ہے
Libaas Se Aadmi Ki Zeenat Hai
NINE TAILORS MAKE A MAN
بھوکے کو سوکھی بھی چپڑی کے برابر
Bhukay Ko Sookhi Bhi Chupri Ke Barabar
NOTHING COMES AMISS TO A HUNGRY MAN
ایک جھوٹ کے پیچھے دس جھوٹ اور بولنے پڑتے ہیں
Aik Jhoot Ke Peechay Das Jhoot Aur Bolnay Parte Hain
ONE LIE DRAWS TEN AFTER IT