Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
ضمیر سے جتنا بھی ڈرو تھوڑا ہے
Proverb in Roman Urdu
Zameer Se Jitna Bhi Daro Thora Hai
English Proverb
NO BODY CAN STAND TOO MUCH IN AWE OF HIMSELF
ضمیر سے جتنا بھی ڈرو تھوڑا ہے
Zameer Se Jitna Bhi Daro Thora Hai
NO BODY CAN STAND TOO MUCH IN AWE OF HIMSELF
جلد بازی اور بہادری میں فرق ہے
Jald Baazi Aur Bahaduri Mein Farq Hai
RASHNESS IS NOT VALOUR
اہم اور نازُک معاملات اگر ایک بار بگڑ جائیں تو پھر درست نہیں کیے جا سکتے
Ahem Aur Nazuk Mamlaat Agar Aik Baar Baggar Jayen To Phir Durust Nahi Kiye Ja Satke
SALT SPILT IS SELDOM CLEAN TAKEN UP
چھوٹوں سے بڑے ہوتے آۓ
Choton Se Barray Hotay Aye
CHILD IS THE FATHER OF MAN
چارہ کُن را چاہ درپش
Charah Kn Ra Chaah Darpesh
DISSIMULATION BRINGS FORTH ERRORS, WHICH ENSNARE THE DISSEMBLER HIMSELF
فطرت کے مطابق عمل کرنا
Fitrat Ke Mutabiq Amal Karna
DO ONE’S KIND
لومڑی کے شِکار کو بھی شیر کا سامان چاہیئے
Lomri Ke Shikar Ko Bhi Sher Ka Samaan Chahiye
EVEN A SMALL WORK NEEDS A BIG APPLIANCE
اہم مستقبل
Ahem Mustaqbil
HALLMARK
ہر ایک کو خوش کرنا ناممکن ہے
Har Aik Ko Khush Karna Namumkin Hai
HE IS PRAISED BY THESE; HE IS BLAMED BY THOSE
مُتضاد باتیں کرنے والے کی بات کی کیا قیمت ؟
Mutazad Baatein Karne Walay Ki Baat Ki Kya Qeemat ?
HE WHO ALLEGES THINGS WHICH ARE CONTRADICTORY IS NOT TO BE HEARD