Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
دوغلا چہرہ ہونا
Proverb in Roman Urdu
Doghla Chehra Hona
English Proverb
HAVE TWO FACE
دوغلا چہرہ ہونا
Doghla Chehra Hona
HAVE TWO FACE
حاکم کو دوسروں کی خدمت کرنا واجب ہے
Haakim Ko Doosron Ki Khidmat Karna Wajib Hai
HE THAT IS MASTER MUST SERVE
پر تعش کھانا
Par Tash Khana
HIGH LIVING
زر ستارِ عیوب !
Zar Sitaar Ayob !
WEALTH SANCTIONS ( OR EXCUSES ) FOLLY
ہار مان لینا بعض اوقات کامیابی کا بہترین طریقہ ثابت ہوتا ہے
Haar Maan Lena Baaz Auqaat Kamyabi Ka Behtareen Tareeqa Saabit Hota Hai
YIELDING IS SOMETIMES THE BEST WAY OF SUCCEEDING
عاقل کو عشارہ ہی کافی ہے۔
Aqil Ko Asharh Hi Kaafi Hai .
A word to the wise is enough.
شادی اور لڑائی کے معاملے میں کبھی نصیحت نہ دو
Shadi Aur Larai Ke Muamlay Mein Kabhi Naseehat Nah Do
ADVICE NONE TO MARRY OR GO TO WAR
عجیب و غریب حالت میں
Ajeeb O Ghareeb Haalat Mein
AN UGLY SITUATION
انگور چاند کی شُعاعوں میں نہیں پکتے
Angoor Chaand Ki Shu-Aon Mein Nahi Pkte
GRAPES DO NOT RIPE IN THE RAYS OF THE MOON
آدمی وہ جو آبا و اجداد کی عزت کو چار چاند لگاۓ
Aadmi Woh Jo Aaba O Ajdaad Ki Izzat Ko Chaar Chaand Jaye
HE ADDS HONOUR TO ANCESTRAL HONOUR