Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
صبر کی طاقت حد اندازہ سے باہر ہے
Proverb in Roman Urdu
Sabr Ki Taaqat Had Andaza Se Bahar Hai
English Proverb
PATIENCE WEARS OUT STONES
صبر کی طاقت حد اندازہ سے باہر ہے
Sabr Ki Taaqat Had Andaza Se Bahar Hai
PATIENCE WEARS OUT STONES
بیوقوف کی تعریف کرنا اس کی بیوقوفی بڑھانا ہے
Bewaqoof Ki Tareef Karna Is Ki Bewakofi Barhana Hai
PRAISE A FOOL AND YOU WATER HIS FOLLY
رکھ پت رکھاپت !
Rakh Patt Rakapat
RESPECT YOURSELF, OR NO ONE ELSE WILL
کاہلی اور علم کا بیر ہے
Kahili Aur Ilm Ka Bair Hai
SLUGGARDS ARE NEVER GREAT SCHOLARS
اپنے گریبان میں منہ ڈال کر دیکھو !
Apne Garibaan Mein Mun Daal Kar Dekho !
SWEEP UNDER YOUR OWN MATS
اندھے کی بیوی کے لیے بناوٴ سنگھار بیکار !
Andhay Ki Biwi Ke Liye Banaao Singhar Bekar !
THE BLIND MAN’S WIFE NEEDS NO PAINTING
امیروں کے گناہوں کا خمیازہ غریبوں کو بھگتنا پڑتا ہے
Ameeron Ke Gunaaho Ka Khumyaza Ghareebon Ko Bhughtna Parta Hai
THE POOR DO PENANCE FOR THE SINS OF THE RICH
زندگی زندہ دلی کا نام ہے
Zindagi Zindah Dili Ka Naam Hai
THERE IS ALWAYS LIFE FOR THE LIVING
جہاں اتفاق ، وہاں فتح !
Jahan Ittafaq, Wahan Fatah !
VICTORY IS ALWAYS WHERE THERE IS UNANIMITY
خوشحالی میں بدحالی سے احتیاط برتنی چاہیئے !
Khushhali Mein Badhaali Se Ahthyat Brtni Chahiye !
WHEN YOU ARE FORTUNATE BEWARE OF ADVERSITY