Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
دُنیا کا بہترین کام چپ چاپ ہوتا ہے
Proverb in Roman Urdu
Duniya Ka Behtareen Kaam Chup Chaap Hota Hai
English Proverb
THE BEST WORK IN THE WORLD IS DONE ON THE QUIET
دُنیا کا بہترین کام چپ چاپ ہوتا ہے
Duniya Ka Behtareen Kaam Chup Chaap Hota Hai
THE BEST WORK IN THE WORLD IS DONE ON THE QUIET
جو شور مچاتا ہے اس کو کامیابی نہیں !
Jo Shore Mchata Hai Is Ko Kamyabi Nahi !
THE NOISY FOWLER CATCHETH NO BIRD
حجت ہر بات میں ہو سکتی ہے
Hujjat Har Baat Mein Ho Sakti Hai
THERE IS A BUT IN EVERYWHERE
بد اعمالی اپنی سزا آپ ہے اور بعض اوقات اپنا علاج بھی ( اگر ٹھوکر کھا کر آدمی سدھر جاۓ ۔ )
Bad Aamali Apni Saza Aap Hai Aur Baaz Auqaat Apna Ilaaj Bhi ( Agar Thokar Kha Kar Aadmi Sudhar Jaye )
VICE IS ITS OWN PUNISHMENT AND SOMETIMES ITS OWN CURE
ٹال مٹول کام شیطان کا ہے
Taall Matol Kaam Shetan Ka Hai
WHEN GOD SAYS, TODAY, THE DEVILS SAYS TOMORROW
کام ہی کام سے آدمی اکتا جاتا ہے۔
Kaam Hi Kaam Se Aadmi Ukta Jata Hai .
All work and no play make Jake a dull boy.
ناداری سب عیبوں کا عیب ہے۔
Nadari Sab Aiboon Ka Aib Hai .
Poverty breeds strife.
انسان کو اپنی حیثیت سے باہِر نہیں ہونا چاہیۓ
Insaan Ko Apni Hesiyat Se Bahir Nahi Hona Chahea
A MOUSE MUST NOT THINK TO CAST A SHADOW LIKE AN ELEPHANT
دُنیا میں عقلمندوں کی تعداد بہت کم ہے
Duniya Mein Aqalmandon Ki Tadaad Bohat Kam Hai
A WISE MAN IS A GREAT WONDER
آسان سی کوشش میں
Aasaan Si Koshish Mein
AT A HEAT