English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
HOLD ONE IN HAND
Urdu Proverb
کوئی فائدہ حاصل کرنا
Proverb in Roman Urdu
Koi Faida Haasil Karna
HOLD ONE IN HAND
کوئی فائدہ حاصل کرنا
Koi Faida Haasil Karna
PAINTED PICTURES ARE DEAD SPEAKERS
تصویریں کیا ہیں گویا جان نہیں پر زبان ہے
Taswerain Kya Hain Goya Jaan Nahi Par Zabaan Hai
THE FIRST BREATH IS THE BEGINNING OF DEATH
پیدا ہوتے ہی موت کی تیاری شروع ہو جاتی ہے
Peda Hotay Hi Mout Ki Tayari Shuru Ho Jati Hai
THERE ARE BUT TWO FAMILIES IN THE WORLD, THE HAVE AND THE HAVE-NOTES
دُنیا میں صرف دو قسم کے لوگ ہیں ۔ امیر اور غریب !
Duniya Mein Sirf Do Qisam Ke Log Hain – Ameer Aur Ghareeb !
TREAD ON A WORM AND IT WILL TURN
دبے پر کیڑا بھی چوٹ کرتا ہے
Dabey Par Keera Bhi Chout Karta Hai
DO NOT ATTEMPT TO RIVAL THE POWERFUL
زبردست سے ٹکر لینا ناروا ہے
Zabardast Se Takkar Lena Naarwa Hai
FROM PILLAR TO POST
دور دور جانا
Daur Daur Jana
CHASTITY ONCE TARNISHED CAN BE RESTORED BY NO ART
نہیں رہتی ہے وہ خوبی جہاں عصمت میں آیا داغ
Nahi Rehti Hai Woh Khoobi Jahan Asmat Mein Aaya Daagh
AN OATH THAT IS NOT TO BE MADE IS NOT TO BE KEPT
وعدہ کر کے ایفاء نہ کرنے کی نسبت وعدہ نہ کرنا بھلا
Wada Kar Ke Efaa Nah Karne Ki Nisbat Wada Nah Karna Bhala
SORROWS ARE DRY
سب سے سخت رنج و صدمہ وہ ہے جِس میں آنسو نہ بہے
Sab Se Sakht Ranj O Sadma Woh Hai Jiss Mein Ansoo Nah Bahe