Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
احسان فراموش دوزخ میں جاتے ہیں
Proverb in Roman Urdu
Ahsaan Faramosh Dozakh Mein Jatay Hain
English Proverb
HELL IS FULL OF UNGRATEFUL
احسان فراموش دوزخ میں جاتے ہیں
Ahsaan Faramosh Dozakh Mein Jatay Hain
HELL IS FULL OF UNGRATEFUL
بھوک میں چنے بھی بادام میں
Bhook Mein Chuney Bhi Badam Mein
HUNGER IS THE BEST SAUCE
وقت گزر جائے تو پچھتانے سے کیا فائدہ
Waqt Guzar Jaye To Pachtane Se Kya Faida
IT IS NO USE CRYING OVER SPILT MILK
کوڑی کوڑی کر کے مایا جڑتی ہے
Kori Kori Kar Ke Maya Jurti Hai
LIGHT GAINS MAKE HEAVY PURSES
بہتے دریا میں ہاتھ دھونا
Bahtay Darya Mein Haath Dhona
MAKE HAY WHILE THE SUN SHINES
دولت ڈھلتی بھرتی چھاوٴں ہے
Doulat Dhalti Bharti Chaon Hai
MONEY IS ROUND AND MEANT TO ROLL
مصیبت میں گھبرانا روا نہیں
Museebat Mein Ghabraana Rava Nahi
SET HARD HEART AGAINST HARD HAP
طلوع آفتاب سے غروب آفتاب تک
Tulu Aftaab Se Ghuroob Aftaab Tak
SUN AND SUN
ہزار کوئی ماہر ہو جوا تباہ کئے بغیر نہیں چھوڑتا
Hazaar Koi Maahir Ho Juaa Tabah Kiye Baghair Nahi Chhorta
THE CARDS BEAT ALL THE PLAYERS, BE THEY NEVER SO SKILFUL
آخر ظلم کی بھی حد ہے
Aakhir Zulm Ki Bhi Had Hai
THE LAST STRAW BREAKS THE CAMEL’S BACK