Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
جیت ہمت کے ہاتھ ہے
Proverb in Roman Urdu
Jeet Himmat Ke Haath Hai
English Proverb
FORTUNE GIVES HER HAND TO A BOLD MAN
جیت ہمت کے ہاتھ ہے
Jeet Himmat Ke Haath Hai
FORTUNE GIVES HER HAND TO A BOLD MAN
جو اپنی حِفاظت کر سکتا ہے وہی عقلمند ہے
Jo Apni Hifazat Kar Sakta Hai Wohi Aqalmand Hai
HE IS A WISE MAN WHO CAN TAKE CARE OF HIMSELF
جو امید کھو بیٹھے اس سے بڑھ کر کوئی بد قسمت نہیں
Jo Umeed Kho Baithy Is Se Barh Kar Koi Bad Qismat Nahi
HE THAT WANTS HOPE IS THE POOREST MAN ALIVE
اپنی حیثیت قائم رکھنا
Apni Hesiyat Qaim Rakhna
HOLD ONE’S OWN
اگر بڑے آدمی چھوٹوں کا خیال رکھیں تو اس میں دونوں کا فائدہ ہے
Agar Barray Aadmi Choton Ka Khayaal Rakhen To Is Mein Dono Ka Faida Hai
IF GREAT MEN WOULD HAVE CARE OF LITTLE ONES, BOTH WOULD LAST LONG
جب ہوتا ہے تو بہت کچھ ہوتا ہے
Jab Hota Hai To Bohat Kuch Hota Hai
IT NEVER RAINS BUT POURS
پھونک پھونک کر قدم رکھو
Phoonk Phoonk Kar Qadam Rakho
LOOK BEFORE YOU LEAP
خود پرستی سے سب نفرت کرتے ہیں
Khud Parasti Se Sab Nafrat Karte Hain
MANY WILL HATE YOU IF YOU LOVE YOURSELF
اپنے دل سب بادشاہ ہیں
Apne Dil Sab Badshah Hain
MY MIND TO ME A KINGDOM IS
جو مدد دیر سے پہنچے اس مدد سے کیا فائدہ ؟
Jo Madad Der Se Puhanche Is Madad Se Kya Faida ?
SLOW HELP IS NO HELP