Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
جھگڑے فساد کی زندگی بسر کرنا
Proverb in Roman Urdu
Jhagray Fasaad Ki Zindagi Busr Karna
English Proverb
TO LEAD A CAT AND DOG LIFE
جھگڑے فساد کی زندگی بسر کرنا
Jhagray Fasaad Ki Zindagi Busr Karna
TO LEAD A CAT AND DOG LIFE
POOR MAN ARE FOND OF LITTLE THINGS
غریب آدمی چھوٹی چھوٹی باتوں کے شائق ہوتے ہیں
Ghareeb Aadmi Choti Choti Baton Ke Shaiq Hotay Hain
THE EYES BELIEVE THEMSELVES, THE EARS BELIEVE OTHER PEOPLE
آنکھ اپنا اور کان دوسروں کا یقین کرتے ہیں
Aankh Apna Aur Kaan Doosron Ka Yaqeen Karte Hain
HE THAT HAS AN ILL NAME IS HALF HANGED
نکٹا جئے بُرے احوال !
Nikatta Jiye Buray Ahwaal !
THE WISEST OF THE WISE MAY ERR
سو داناوٴں کا دانا بھی غلطی کر بیٹھتا ہے
So Daanaon Ka Dana Bhi Ghalti Kar Baithta Hai
HIS BARK IS WORSE THAN HIS BITE
اس کا بھونکنا کاٹنے سے بھی بُرا ہے
Is Ka Bhonkna Katnay Se Bhi Bura Hai
he is rich enough that needeth neither flatter nor borrow
جس کو خوشامد یا قرض کی ضرورت نہیں وہ کافی امیر ہے
Jis Ko Khoshamad Ya Karzz Ki Zaroorat Nahi Woh Kaafi Ameer Hai
THERE IS A BLACK SHEEP IN EVERY FOLD
بُرے سب جگہ ہوتے ہیں
Buray Sab Jagah Hotay Hain
ONE HALF THE WORLD DOES NOT KNOW HOW THE THE OTHER HALF LIVES
آدھی دنیا کو یہ معلوم نہیں کہ باقی آدھی دنیا کس طرح گزر بسر کرتی ہے
Aadhi Duniya Ko Yeh Maloom Nahi Ke Baqi Aadhi Duniya Kis Terhan Guzar Busr Karti Hai
GIVE PLACE
جگہ دینا / منانا
Jagah Dena / Manana