Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
حال ہی میں امیر ہونے والا
Proverb in Roman Urdu
Haal Hi Mein Ameer Honay Wala
English Proverb
NEW RICH
حال ہی میں امیر ہونے والا
Haal Hi Mein Ameer Honay Wala
NEW RICH
دوست سے بڑھ کر کوئی نہیں
Dost Se Barh Kar Koi Nahi
NOTHING CAN BE PURCHASED WHICH IS BETTER THAN A FRIEND
ایک مقدمہ کے بیس بن جاتے ہیں
Aik Muqadma Ke Bees Ban Jatay Hain
ONE LAWSULT BREEDS TWENTY
مکھیاں مارنا ۔ بیکار میں کام ہونا
Makhiyan Maarna – Bekar Mein Kaam Hona
PLOUGH THE SANDS
کام کہیں اور دل کہیں !
Kaam Kahin Aur Dil Kahin !
TO ROW ONE WAY AND LOOK ANOTHER
کھری مزدوری چوکھا کام
Khari Mazdoori Chhoka Kaam
A GOOD SERVANT SHOULD HAVE GOOD WAGES
اچھے مال کے بکنے میں دیر نہیں لگتی
Achay Maal Ke Bikny Mein Der Nahi Lagti
GOOD WARE MAKES A QUICK MARKET
میرے سیاں کوتوال مجھے ڈر کس کا ؟
Mere Saiyan Kotwal Mujhe Dar Kis Ka ?
HE WHOSE FATHER IS JUDGE GOES SAFE TO TRIAL
فضول باتیں
Fuzool Baatein
HOT AIR
دھوبی کا کتا نہ گھر کا نہ گھاٹ کا
Dhobi Ka Kutta Nah Ghar Ka Nah Ghaat Ka
IF YOU RUN AFTER TWO HARES, YOU WILL CATCH NEITHER