Urdu to English Proverb حوصلے سے آغاز کرنا
Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
حوصلے سے آغاز کرنا
Proverb in Roman Urdu
Hauslay Se Aaghaz Karna
English Proverb
GO OFF AT A SCORE
حوصلے سے آغاز کرنا
Hauslay Se Aaghaz Karna
GO OFF AT A SCORE
رشوت
Rishwat
GREASE ONE’S PALMS
چاک و چوبند
Chaak O Choband
HAVE ONE’S WITS ABOUT ONE
دستر خوان پر غصہ بے شعوری ہے
Dustar Khawan Par Gussa Be Shaori Hai
HE THAT IS ANGRY AT A FEAST IS RUDE
محنت دولت کا دایاں ہاتھ ہے اور کفایت شعاری بایاں
Mehnat Doulat Ka Dayan Haath Hai Aur Kifayat Shiari Baayaan
INDUSTRY IS FORTUNE`S RIGHT HAND AND FRUGALITY HER LEFT
زمانے کے ساتھ چلنا ہی ٹھیک ہے
Zamane Ke Sath Chalna Hi Theek Hai
IT IS VAIN TO MISLINK THE CURRENT OF FASHION
علم روح کے لئے ایک قسم کی قدرتی غذا ہے
Ilm Rooh Ke Liye Aik Qisam Ki Qudrati Ghiza Hai
LEARNING IS A KIND OF NATURAL FOOD FOR THE MIND
قرض لینے والے اور دینے والے دونوں ہی کے لیے باعث فکر و رنج ہوتا ہے
Karzz Lainay Walay Aur Dainay Walay Dono Hi Ke Liye Baais Fikar O Ranj Hota Hai
LOANS AND DEBTS, MAKE WORRIES AND FRETS
ذہن میں نقشہ بنانا
Zehen Mein Naqsha Banana
MARK OUT
قدرت نے ہر شخص کو خوش رہنے کی طاقت بخشی ہے بشرطیکہ اسے یہ معلوم ہو کہ اس طاقت کو استعمال کیسے کیا جاۓ !
Qudrat Ne Har Shakhs Ko Khush Rehne Ki Taaqat Bakhsh Hai Bashart E Kay Usay Yeh Maloom Ho Ke Is Taaqat Ko Istemaal Kaisay Kya Jaye !
NATURE HAS GIVEN TO EVERY MAN THE POWER OF BEING HAPPY, IF HE BUT KNEW HOW TO USE IT