Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
غربت میں ہی صحت ٹھیک رہتی ہے
Proverb in Roman Urdu
Gurbat Mein Hi Sehat Theek Rehti Hai
English Proverb
POVERTY IS THE MOTHER OF HEALTH
غربت میں ہی صحت ٹھیک رہتی ہے
Gurbat Mein Hi Sehat Theek Rehti Hai
POVERTY IS THE MOTHER OF HEALTH
پچھتاوا اچھی چیز ہے لیکن بے گناہی اس سے بھی اچھی ہے
Pachtaawa Achi Cheez Hai Lekin Be Gunahi Is Se Bhi Achi Hai
REPENTANCE IS GOOD BUT INNOCENCE IS BETTER
اگر تمہیں وہ چیز نہیں مل سکتی جِس کی تم خواہش کرتے ہو تو ایسی چیز کی خواہش کرو جو تمہیں مل سکتی ہے
Agar Tumhe Woh Cheez Nahi Mil Sakti Jiss Ki Tum Khwahish Karte Ho To Aisi Cheez Ki Khwahish Karo Jo Tumhe Mil Sakti Hai
SINCE THAT CANNOT BE DONE WHICH YOU WISH, WISH THAT WHICH CAN BE DONE
خوشامد غرور کی غذا ہے
Khoshamad Ghuroor Ki Ghiza Hai
SUPPLE KNEES FEED ARROGANCE
گہرے دوستوں میں بھی جدائی ہوتی ہے
Gehray Doston Mein Bhi Judai Hoti Hai
THE BEST OF FRIENDS MUST PART
دولت تو بہت لیکن وفا نایاب !
Doulat To Bohat Lekin Wafa Nayaab !
THE NAME OF FRIEND IS COMMON, BUT FAITH IN FRIENDSHIP IS RARE
جِس شخص کو پہلے اُلو بنایا تھا وہ اب قابو میں نہیں آۓ گا
Jiss Shakhs Ko Pehlay Ullu Banaya Tha Woh Ab Qaboo Mein Nahi Ayega
THERE ARE NO BIRDS THIS YEAR IN LOST YEAR’S NEST
ایک اور ایک گیارہ !
Aik Aur Aik Gayarah !
UNION IS STRENGTH
مجرد کی زندگی آرام سے گزرتی ہے
Mujarad Ki Zindagi Aaraam Se Guzarti Hai
WHEN A MAN IS SINGLE, HE LIVES AT EASE
منہ میں رام رام بغل میں چھری۔
Mun Mein Raam Raam Baghal Mein Churee .
A wolf in sheep’s clothing.