Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
جانور اور پودے
Proverb in Roman Urdu
Janwar Aur Pouday
English Proverb
FAUNA AND FLORA
جانور اور پودے
Janwar Aur Pouday
FAUNA AND FLORA
موت سے کون بچا ہے ؟
Mout Se Kon Bacha Hai ?
FROM ALL SIDES THERE IS EQUALLY A WAY TO THE LOWER WORLD
ڈوب جانا ۔ زوال پذیر ہونا
Doob Jana – Zawaal Pazeer Hona
GO DOWN
ٹوٹل ۔ کُل حِساب
Total – Kul Hisaab
GRAND TOTAL
صبر کھونا
Sabr Khona
HAVE NO PATIENCE WITH
نیک اللہ سے ڈرتے ہیں اور گنہگار اس کی رحمت کے اُمیدوار ہیں
Naik Allah Se Dartay Hain Aur Gunehgaar Is Ki Rehmat Ke Umeedwar Hain
HE THAT HATH RIGHT, FEARS; HE THAT HATH WRONG, HOPES
دُنیا میں انقلاب آتے دیر نہیں لگتی ۔ پل جھپکنے کی دیر ہے
Duniya Mein Inqilab Atay Der Nahi Lagti – Pal Jhapkane Ki Der Hai
IN THE TWINKLING OF AN EYE THE WORLD IS UPSET
انسان رُتبے سے جانا جاتا ہے
Insaan Rutbey Se Jana Jata Hai
IT IS THE PLACE THAT SHOWS THE MAN
کچہری میں ہار جیت قسمت سے ہوتی ہے
Kachehri Mein Haar Jeet Qismat Se Hoti Hai
LAW IS LOTTERY
آج کے ساتھ کل کا بھی خیال رکھو !
Aaj Ke Sath Kal Ka Bhi Khayaal Rakho !
LIVE IN TODAY, NOT FOR TODAY