Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
کسی کی پسند کے مطابق
Proverb in Roman Urdu
Kisi Ki Pasand Ke Mutabiq
English Proverb
A FTER ONE,S HEART
کسی کی پسند کے مطابق
Kisi Ki Pasand Ke Mutabiq
A FTER ONE,S HEART
زر سے سب کچھ نہیں ہو سکتا
Zar Se Sab Kuch Nahi Ho Sakta
GOLD WILL NOT BUY EVERYTHING
جِس کے پست خیالات ہوں وہ بڑے کام نہیں کر سکتا
Jiss Ke Pust Khayalat Hon Woh Barray Kaam Nahi Kar Sakta
HE THAT STAYS IN THE VALLEY SHALL NEVER GET OVER THE HILL
قبضہ میں رکھنا
Qabza Mein Rakhna
HOLD IN PLAY
جو کام نہیں کرتا اسے کھانے کا بھی حق نہیں
Jo Kaam Nahi Karta Usay Khanay Ka Bhi Haq Nahi
IF ANY ONE WILL NOT WORK, NEITHER LET HIM EAT
جنون میں بھی لطف ہے
Junoon Mein Bhi Lutaf Hai
IT IS PLEASANT TO GO MAD
مقصد حاصل کرنے کے بعد سکون کرنا
Maqsad Haasil Karne Ke Baad Sukoon Karna
LAUGH AND LIE DOWN
غریب کے لئے تھوڑا نقصان بھی بڑا
Ghareeb Ke Liye Thora Nuqsaan Bhi Bara
LITTLE TROUBLES ARE GREAT TO LITTLE PEOPLE
انسان کی عیب جوئی تو ہر کوئی کرتا ہے لیکن سنوارنے کی کوشش کوئی نہیں کرتا
Insaan Ki Aib Joi To Har Koi Karta Hai Lekin Sanwarnay Ki Koshish Koi Nahi Karta
MANY FIND FAULT WITHOUT AN END, AND YET DO NOTHING AT ALL TO MEND
جیسے والدین ویسی اولاد
Jaisay Walidain Waisi Aulaad
MUDDY SPRINGS WILL HAVE MUDDY STREAMS