Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
موت اور گاہک کا کیا وقت ؟
Proverb in Roman Urdu
Mout Aur Gahak Ka Kya Waqt ?
English Proverb
DEATH KEEPS NO CALENDAR
موت اور گاہک کا کیا وقت ؟
Mout Aur Gahak Ka Kya Waqt ?
DEATH KEEPS NO CALENDAR
گدھے گھوڑے ایک نہ کرو
Gadhay Ghoray Aik Nah Karo
DO NOT TIE ASSES WITH HORSES
کھڑے ہونے کے قابِل ہونا
Kharray Honay Ke Qabil Hona
FIND ONE’S FEET
موقع پر گدھے کو بھی باپ بنا لیتے ہیں
Mauqa Par Gadhay Ko Bhi Baap Bana Letay Hain
NEVER SWAP HORSES WHILE CROSSING THE STREAM
پوری حِفاظت کرنے پر بھی مصیبت آ ہی جاتی ہے
Poori Hifazat Karne Par Bhi Museebat Aa Hi Jati Hai
NONE ARE SO WELL SHOD BUT THEY MAY SLIP
زیادہ ہونے کا مطلب یہ نہیں کہ لزیز بھی ہو
Ziyada Honay Ka Matlab Yeh Nahi Ke Lazeez Bhi Ho
PLENTY IS NO DAINTY
علیحدہ نہ کی جانے والی خوبی
Alehda Nah Ki Jane Wali Khoobi
RARE EARTH
ظاہری شان و شوکت
Zahiri Shaan O Shaukat
SHOW OFF
وقت ہمیں کمزور بنا دیتا ہے
Waqt Hamein Kamzor Bana Deta Hai
TIME UNDERMINES US
رنج کو تازہ کرنا مصلحت نہیں !
Ranj Ko Taaza Karna Maslehat Nahi !
WHEN SORROW IS ASLEEP, WAKE IT NOT