Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
دُکھ میں امید سے بڑھ کر کوئی شے نہیں
Proverb in Roman Urdu
Dukh Mein Umeed Se Barh Kar Koi Shai Nahi
English Proverb
HOPE IS GRIEF’S BEST MUSIC
دُکھ میں امید سے بڑھ کر کوئی شے نہیں
Dukh Mein Umeed Se Barh Kar Koi Shai Nahi
HOPE IS GRIEF’S BEST MUSIC
دُنیا میں کارہاۓ نمایاں کرنے والے عظیم سلطنتوں کے بادشاہ نہیں ہوتے بلکہ بہادر !
Duniya Mein Karhaye Numaya Karne Walay Azeem Saltnaton Ke Badshah Nahi Hotay Balkay Bahadur !
IT IS ALWAYS THE ADVENTURERS WHO ACCOMPLISH GREAT THINGS AND NOT THE MONARCHS OF THE GREAT EMPIRES
حد سے زیادہ خوشی رنج لاتی ہے
Had Se Ziyada Khushi Ranj Latayen Hai
JOY SURFEITED TURNS TO SORROW
محبت بازار میں نہیں بکتی
Mohabbat Bazaar Mein Nahi Bikti
LOVE IS NOT FOUND IN THE MARKET
آدمی ملتا ہے بہت مشکل سے !
Aadmi Milta Hai Bohat Mushkil Se !
MEN ARE RARE
گُزرتے ہوۓ وقت اور بہتے ہوۓ دریا کو کون روک سکتا ہے ؟
Guzarte Huwe Waqt Aur Bahtay Huwe Darya Ko Kon Rokk Sakta Hai ?
NEITHER CAN A STREAM STAY ITS COURSE, NOR THE FLEETING HOUR
مصیبت کو بلاتا کون ہے ؟
Museebat Ko Bulaataa Kon Hai ?
SORROWS COME UNSENT FOR
ترازو میں سونا سیسہ ایک برابر
Traazo Mein Sona Seesa Aik Barabar
THE BALANCE DISTINGUISHES NOT BETWEEN GOLD AND LEAD
فیاض طبع اشخاص نیکی کا بدلہ دوگنا چوگنا یاد کرتے ہیں
Fayaz Taba Ashkhaas Neki Ka Badla Dugna Chuguna Yaad Karte Hain
THE GENEROUS MAN PAYS FOR NOTHING SO MUCH AS WHAT IS GIVE HIM
نرمی کی نہں سختی کی ہاں سے بھلی ہے
Narmi Ki Nahi Sakhti Ki Haan Se Bhali Hai
A CIVIL DANIAL IS BETTER THAN A RUDE GRANT