Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
غریب کا پیسہ ہضم نہیں ہوتا
Proverb in Roman Urdu
Ghareeb Ka Paisa Hazem Nahi Hota
English Proverb
HE THAT EATS THE POOR WILL FIND A BONE TO CHOKE HIM
غریب کا پیسہ ہضم نہیں ہوتا
Ghareeb Ka Paisa Hazem Nahi Hota
HE THAT EATS THE POOR WILL FIND A BONE TO CHOKE HIM
ہزاروں میں ایک ہے ۔ لاکھوں میں یکتا !
Hazaron Mein Aik Hai – Lakhoon Mein Yaktaa !
HE WILL PASS IN A CROWD
کوئی خطرناک شے
Koi Khatarnaak Shai
HOT STUFF
قسمت کے مارے پر کون نہیں ہنس سکتا ؟
Qismat Ke Maaray Par Kon Nahi Hans Sakta ?
IT IS EASY TO MOCK THE WRETCHED
جو زُبان کو قابو میں رکھتا ہے اُسے دولت سے محروم نہیں ہونا پڑتا
Jo Zuban Ko Qaboo Mein Rakhta Hai Ussay Doulat Se Mahroom Nahi Hona Parta
KEEP WELL THY TONGUE AND KEEP FRIEND
محبت کو کبھی بُرا نظر نہیں آتا اور حسد کو کچھ بھی اچھا نہیں لگتا
Mohabbat Ko Kabhi Bura Nazar Nahi Aata Aur Hasad Ko Kuch Bhi Acha Nahi Lagta
LOVE SPEAKS NO ILL, ENVY THINKS NO GOOD
جس کی لاٹھی اسکی بھینس
Jis Ki Laathi Uski Bhens
MIGHT IS RIGHT
کچا کام کبھی مت کرو
Kacha Kaam Kabhi Mat Karo
NEVER BOLT YOUR DOOR WITH A BOILED CARROT
پانی تو بہتا بھلا کھڑا گدلا ہوۓ
Pani To Behta Bhala Khara Gadla Huwe
STANDING POOLS GATHER FILTH
غذا ، آرام اور مسرت بہترین طبیب ہیں
Ghiza, Aaraam Aur Musarrat Behtareen Tabeb Hain
THE BEST PHYSICIANS ARE DR. DIET, DR. QUIET AND DR. MERRY MAN