Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
مرضی کی آزادی
Proverb in Roman Urdu
Marzi Ki Azadi
English Proverb
LIBERTY OF INDIFFERENCE
مرضی کی آزادی
Marzi Ki Azadi
LIBERTY OF INDIFFERENCE
چھوٹے سے چھوٹے آدمی کو بھی ایک دن بڑا بننے کی امید ہوتی ہے
Chootey Se Chhootey Aadmi Ko Bhi Aik Din Bara Ban’Nay Ki Umeed Hoti Hai
NO PRIESTLING, SMALL THOUGH HE MAY BE, BUT WISHES SOME DAY POPE TO BE
ئے ہوۓ گناہ کے لئے بار بار ندامت اٹھانی پڑتی ہے
Ye Huwe Gunah Ke Liye Baar Baar Nedamat Uthani Padtee Hai
OLD SIN, NEW SHAME
صلح میں جنگ سے زیادہ طاقت ہے
Sulah Mein Jung Se Ziyada Taaqat Hai
PEACE IS MORE POWERFUL THAN WAR
جِسم کے مقابلے میں روح کی ضروریات بہت تھوڑی ہیں !
Jism Ke Muqablay Mein Rooh Ki Zaroriat Bohat Thori Hain !
THE SOUL NEEDS FEW THINGS, THE BODY MANY
آرام کا خیال بے شک کرو لیکن کام نہ چھوڑو
Aaraam Ka Khayaal Be Shak Karo Lekin Kaam Nah Chhorro
THINK OF EASE, BUT WORK ON
کسی کے سر پر انعام رکھنا
Kisi Ke Sir Par Inaam Rakhna
TO SET A PRICE ON ONE’S HEAD
گزشتہ را صلوۃ آئندہ را احتیاط ۔
Guzashta Ra Salaat Aindah Ra Ahthyat .
Let by-goes be by-gone.
اناڑی باورچی اپنی ہی انگلیاں چاٹتا ہے
Anaari Bawarchi Apni Hi Ungelian Chatta Hai
A BAD COOK LICKS HIS OWN FINGERS
عدالت میں دوست کی موجودگی سے سب کام سہل ہو جاتے ہیں
Adalat Mein Dost Ki Mojoodgi Se Sab Kaam Sahal Ho Jatay Hain
A FRIEND IN COURT MAKES THE PROCESS SHORT