Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
مقابلہ کے قابِل نہ ہونا
Proverb in Roman Urdu
Muqaabla Ke Qabil Nah Hona
English Proverb
NOT A PATCH ON
مقابلہ کے قابِل نہ ہونا
Muqaabla Ke Qabil Nah Hona
NOT A PATCH ON
اکثر اپنے سے چھوٹوں سے بھی کام پڑ جاتا ہے
Aksar Apne Se Choton Se Bhi Kaam Par Jata Hai
ONE HAS OFTEN NEED OF A LESSER THAN ONE’S HALF
غلطی ماننے سے انکار
Ghalti Maan-Ne Se Inkaar
PLEAD NOT GUILTY
نا قابل اعتبار ہونا
Na Qabil Aitbaar Hona
TO PLAY FAST AND LOOSE
حسین چہرہ ہی نصف جہیز ہے
Hussain Chehra Hi Nisf Jahez Hai
A FAIR FACE IS HALF A PORTION
مکمل ٹوٹ جانا
Mukammal Toot Jana
GO TO PIECES
ضروری نہیں آدمی جتنا بڑا ہو کام بھی اتنا اچھا کرے
Zaroori Nahi Aadmi Jitna Bara Ho Kaam Bhi Itna Acha Kere
GREAT STROKES MAKE NOT SWEET MUSIC
ممتاز ۔ بلند مرتبہ
Mumtaz – Buland Martaba
HIGH AND MIGHT
میں تمہیں سزا اس لئے نہیں دیتا کہ مجھے تم سے نفرت ہے بلکہ اس لئے کہ مجھے تم سے محبت ہے
Mein Tumhe Saza Is Liye Nahi Deta Ke Mujhe Tum Se Nafrat Hai Balkay Is Liye Ke Mujhe Tum Se Mohabbat Hai
I CHASTISE THEE NOT BECAUSE I HAVE THEE IN HATRED, BUT BECAUSE I LOVE THEE
خواہش میں عجلت بھی تاخیر معلوم ہوتی ہے
Khwahish Mein Ujlat Bhi Takheer Maloom Hoti Hai
IN DESIRE EVEN SPEED IS DELAY