Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
اپنی دولت کو کوئی بھی زیادہ نہیں سمجھتا
Proverb in Roman Urdu
Apni Doulat Ko Koi Bhi Ziyada Nahi Samjhta
English Proverb
NO MAN EVER THOUGHT HIS OWN TWO MUCH
اپنی دولت کو کوئی بھی زیادہ نہیں سمجھتا
Apni Doulat Ko Koi Bhi Ziyada Nahi Samjhta
NO MAN EVER THOUGHT HIS OWN TWO MUCH
موت کے بعد کی شہرت
Mout Ke Baad Ki Shohrat
ODOUR OF SANCITITY
اپنی راۓ کو کوئی غلط نہیں مانتا !
Apni Rai Ko Koi Ghalat Nahi Maanta !
OUR OPINION IS NEVER WRONG
شریف آدمی کے لیے نیک نامی سے بڑھ کر کوئی ورثہ نہیں
Shareef Aadmi Ke Liye Naik Nami Se Barh Kar Koi Virsa Nahi
TO AN UPRIGHT MAN A GOOD REPUTATION IS THE THE GREATEST IN HERITENCE
اَندھوں میں کانا راجہ
Andhon Mein Kaana Raja
A FIGURE AMONG CIPHERS
ہر چیز موقع سے ملتی ہے
Har Cheez Mauqa Se Millti Hai
GOATS ARE NOT SOLD AT EVERY FAIR
شرارتی کو شرارت کرنے کے لئے موقع مل ہی جاتا ہے
Shararti Ko Shararat Karne Ke Liye Mauqa Mil Hi Jata Hai
HE THAT IS DISPOSED FOR MISCHIEF WILL EVER WANT OCCASION
لوازمات کے ساتھ چائے
Lawazmaat Ke Sath Chai
HIGH TEA
میں تمہیں سزا اس لئے نہیں دیتا کہ مجھے تم سے نفرت ہے بلکہ اس لئے کہ مجھے تم سے محبت ہے
Mein Tumhe Saza Is Liye Nahi Deta Ke Mujhe Tum Se Nafrat Hai Balkay Is Liye Ke Mujhe Tum Se Mohabbat Hai
I CHASTISE THEE NOT BECAUSE I HAVE THEE IN HATRED, BUT BECAUSE I LOVE THEE
خواہش میں عجلت بھی تاخیر معلوم ہوتی ہے
Khwahish Mein Ujlat Bhi Takheer Maloom Hoti Hai
IN DESIRE EVEN SPEED IS DELAY