Urdu to English Proverbs
English to Urdu Proverbs
ضرب الامثال
اردو ضرب المثل
کر مزدوری کھا چوری
Proverb in Roman Urdu
Kar Mazdoori Kha Chori
English Proverb
HE GETS REWARD WHO WORKS HARD
کر مزدوری کھا چوری
Kar Mazdoori Kha Chori
HE GETS REWARD WHO WORKS HARD
عبث ہے اس انسان کی زندگی جِس کو لوگ اس کی موت کے ساتھ ہی بھول جائیں
Abs Hai Is Insaan Ki Zindagi Jiss Ko Log Is Ki Mout Ke Sath Hi Bhool Jayen
HE HATH NOT LIVED THAT LIVES NOT AFTER DEATH
خوشحالی میں احتیاط برتتا ہے اس پر مصیبت نہیں آتی
Khushhali Mein Ahthyat Brtta Hai Is Par Museebat Nahi Aati
HE IS FREE FROM DANGER WHO, EVEN WHEN HE IS SAFE, IS ONE HIS GUARD
نیکی سے انسان نیک بنتا ہے
Neki Se Insaan Naik Bantaa Hai
HE IS NOBLE WHO DOES NOBLY
نیکی وہی ہے جو اپنی روشنی سے چمکے
Neki Wohi Hai Jo Apni Roshni Se Chamkay
HE IS ONLY BRIGHT THAT SHINES BY HIS OWN LIGHT
جو اپنی جان بچا سکتا ہو اور نہ بچاۓ وہ قاتل ہے
Jo Apni Jaan Bacha Sakta Ho Aur Nah Bachai Woh Qaatil Hai
HE KILLS A MAN THAT SAVES NOT HIS OWN LIFE WHEN HE CAN
ظالم کو معاف کرنا اور بے گُناہ پر غصہ نکالنا
Zalim Ko Maaf Karna Aur Be Gunah Par Gussa Nikalna
HE PARDONS THE RAVENS, BUT STORMS AT THE DOVES
سدا کی ہاۓ ہاۓ کوئی نہیں سُنتا
Sada Ki Haye Haye Koi Nahi Sunta
HE THAT ALWAYS COMPLAINS IS NEVER PITIED
جِس میں برداشت ہو اس پر غلبہ کون پاۓ
Jiss Mein Bardasht Ho Is Par Ghalba Kon Paye
HE THAT ENDURES IS NOT OVERCOME?
جِس کے پاس چار ہوں اور پانچ خرچے اس کو بٹوے کی کیا ضرورت ہے ؟
Jiss Ke Paas Chaar Hon Aur Paanch Kharchay Is Ko Batway Ki Kya Zaroorat Hai ?
HE THAT HAS BUT FOUR AND SPENDS FIVE, HAS NO NEED OF A PURSE