English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
A BAD HAT
Urdu Proverb
بلکل پاگل
Proverb in Roman Urdu
Bilkul Pagal
A BAD HAT
بلکل پاگل
Bilkul Pagal
IF THE HEAD IS AFFLICTED, ALL THE LIMBS GROW WEAK
اگر سردار ہی بُزدِل ہو تو فوج کیا کرے گی ؟
Agar Sardar Hi Buzdil Ho To Fouj Kya Kere Gi ?
POVERTY, THAT GREAT REPROACH, BIDS US DO OR SUFFER ANYTHING
مُفلسی کا داغ کونسی مصیبت نہیں لاتا اور کیا کیا نہیں کراتا
Muflisi Ka Daagh Konsi Museebat Nahi Lata Aur Kya Kya Nahi Karata
AT THE GAME’S END WE SHALL SEE WHO GAINS
ہار جیت کھیل کے بعد جانی جاتی ہے
Haar Jeet Khail Ke Baad Jani Jati Hai
NONE IS SO WISE BUT THE FOOL SOMETIMES OVERTAKES HIM
بعض اوقات بیوقوف بھی عقلمند کو زک کر دیتا ہے
Baaz Auqaat Bewaqoof Bhi Aqalmand Ko Zuk Kar Deta Hai
PLAY WITH YOUR PEERS
مذاق اور شادی برابر والوں سے زیب دیتے ہیں
Mazaaq Aur Shadi Barabar Walon Se Zaib Dete Hain
TO RUN YOUR HEAD AGAINST A POST
اندھے پن سے کام پر جانا
Andhay Pan Se Kaam Par Jana
TO KICK AGAISNT THE PRICKS
مشکل کو دعوت دینا
Mushkil Ko Dawat Dena
A JOLLY DOG
خوش باش آدمی
Khush Baash Aadmi
THE SEAL OF TRUTH IS SIMPLE
سچائی کی مہر سیدھی سادی ہوتی ہے
Sachaai Ki Mohar Seedhi Saadi Hoti Hai