English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
CHANCE CONTRIVES BETTER THAN WE OURSELVES
Urdu Proverb
دُنیا میں اتفاق کی حکومت ہے
Proverb in Roman Urdu
Duniya Mein Ittafaq Ki Hukoomat Hai
CHANCE CONTRIVES BETTER THAN WE OURSELVES
دُنیا میں اتفاق کی حکومت ہے
Duniya Mein Ittafaq Ki Hukoomat Hai
A HEDGE BETWEEN KEEPS FRIENSHIP GREEN
باڑ سے دوستی میں فرق نہیں آنے پاتا
Baar Se Dosti Mein Farq Nahi Anay Paata
A BRAVE RETREAT IS A BRAVE EXPLOIT
مردانہ پسپائی بڑی شجاعت کا کام ہے
Mardana Paspaai Barri Shujaiat Ka Kaam Hai
SHALLOW BROOKS ARE NOISY
تھوتھا چنا باجے گھنا
Thotha Chuna Bajay Ghana
FALL ACROSS
اتفاقاً ملنا
Itafaqan Milna
THE PRESENT IS THE ONLY TIME TO ACT IN
جو کل کرنا ہو آج کر لے جو آج کرنا سو ابھی کر لے
Jo Kal Karna Ho Aaj Kar Le Jo Aaj Karna So Abhi Kar Le
SUGAR ITSELF MAY SPOIL A GOOD DISH
اعتدال سے زیادہ اچھی چیز بھی خراب ہوتی ہے
Aitdaal Se Ziyada Achi Cheez Bhi Kharab Hoti Hai
DO NOT JUDGE THE HORSE BY THE HARNESS
دکھاوے پر مت جاوٴ !
Dikhavay Par Mat Jao !
INDUSTRY IS FORTUNE`S RIGHT HAND AND FRUGALITY HER LEFT
محنت دولت کا دایاں ہاتھ ہے اور کفایت شعاری بایاں
Mehnat Doulat Ka Dayan Haath Hai Aur Kifayat Shiari Baayaan
WHEN A MAN OFFERS FAVOURS, LOOK FOR THE MOTIVE
کوئی شخص بغیر اپنے مطلب کے کسی پر احسان نہیں کرتا
Koi Shakhs Baghair Apne Matlab Ke Kisi Par Ahsaan Nahi Karta