English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
ALL MANKIND IS BEHOLDEN TO HIM THAT IS KIND TO THE GOOD
Urdu Proverb
نیک آدمی سے سب مدد کے امیدوار ہوتے ہیں
Proverb in Roman Urdu
Naik Aadmi Se Sab Madad Ke Umeed Waar Hotay Hain
ALL MANKIND IS BEHOLDEN TO HIM THAT IS KIND TO THE GOOD
نیک آدمی سے سب مدد کے امیدوار ہوتے ہیں
Naik Aadmi Se Sab Madad Ke Umeed Waar Hotay Hain
BEST IS BEST
اچھا اچھا ہی ہے
Acha Acha Hi Hai
THERE IS NO TIME LIKE THE PRESENT
جیسا وقت اب ہے پھر کبھی ایسا نہ ہوگا
Jaisa Waqt Ab Hai Phir Kabhi Aisa Nah Hoga
AS COURTEOUS AS A DOG IN A KITCHEN
کھانے کا کتا !
Khanay Ka Kutta !
ILL GOTTEN GAINS WORK EVIL
حرام کا مال نقصان پہنچاتا ہے
Haraam Ka Maal Nuqsaan Pohanchata Hai
HOPE WELL AND HAVE WELL
اچھی امید کا بھلا پھل !
Achi Umeed Ka Bhala Phal !
MEN HATE THOSE THEY HAVE HURT
انسان جس کو نقصان پہنچاتا ہے اسی سے نفرت کرتا ہے
Insaan Jis Ko Nuqsaan Pohanchata Hai Isi Se Nafrat Karta Hai
THE WHOLE OF LIFE IS NOTHING BUT A JOURNEY TO DEATH
زندگی کیا ہے ؟ موت کا سفر !
Zindagi Kya Hai? Mout Ka Safar !
A WORTHLY MAN IS NOT MINDFUL OF PAST INJURIES
بھلا آدمی دِل میں کینہ نہیں رکھتا
Bhala Aadmi Dil Mein Keena Nahi Rakhta
IT IS EASY TO OPEN A SHOP, BUT HARD TO KEEP IT OPEN
دوکان کھولنا آسان ہے دوکانداری کرنا مشکل ہے
Dokaan Kholna Aasaan Hai Dokandari Karna Mushkil Hai