English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
HE WILL NOT LOSE THE DROPPINGS OF HIS NOSE
Urdu Proverb
مکھی چوس ہے
Proverb in Roman Urdu
Makhi Choos Hai
HE WILL NOT LOSE THE DROPPINGS OF HIS NOSE
مکھی چوس ہے
Makhi Choos Hai
TAILORS AND WRITERS MUST MIND THE FASHION
درزی اور مصنف کو رائج الوقت طریقوں کا خیال رکھنا چاہیئے
Darzi Aur Musannif Ko Raaij Al-Waqt Tareeqon Ka Khayaal Rakhna Chahiye
SLEEP IS BETTER THAN MEDICINE
نیند سے بہتر کوئی دوا نہیں
Neend Se Behtar Koi Dawa Nahi
FOOLISH MEN HAVE FOOLISH DREAMS
جیسا دماغ ویسے خیال
Jaisa Dimagh Waisay Khayaal
CHILDREN BRING WITH THEM INNUMERABLE CARES
اولاد کے ساتھ فکر وابستہ ہے
Aulaad Ke Sath Fikar Wabasta Hai
FALL BACK, FALL EDGE
کسی بھی حالت میں
Kisi Bhi Haalat Mein
CALL NAMES
گالیاں دینا
Gaaliyan Dena
A POOR MAN’S VOICE IS NEVER HEARD AGAINST THE RICH
نقار خانے میں طوطی کی صدا کون سُنتا ہے ؟
Nqar Khanaay Mein Toti Ki Sada Kon Sunnta Hai ?
IT IS THE ORDINARY WAY OF THE WORLD TO KEEP FOLLY AT THE HELM AND WISDOM UNDER THE HATCHES
دنیا میں قدر نہیں صاحب کمال کی !
Duniya Mein Qader Nahi Sahib Kamaal Ki !
HE WORKS HARD WHO HAS NOTHING TO DO
بیکاری کا وقت گُزارنا مشکل !
Bekaari Ka Waqt Guzaarna Mushkil !