English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
BETTER ILL-FED THAN ILL-BRED
Urdu Proverb
بھوکا اچھا ۔ بد چلن بُرا !
Proverb in Roman Urdu
Bhooka Acha – Bad Chalan Bura !
BETTER ILL-FED THAN ILL-BRED
بھوکا اچھا ۔ بد چلن بُرا !
Bhooka Acha – Bad Chalan Bura !
LOVE AS THOUGH MIGHT HAVE TO HATE; HATE AS THOUGH YOU MIGHT HAVE TO LOVE
دوستی میں یاد رکھنا کہ ممکن ہے کسی دن دشمنی ہو جاۓ اور دشمنی میں بھی کبھی حد مناسب سے تجاوز نہ کرنا کہ ممکن ہے کہ کبھی سلوک کی ضرورت پڑ جاۓ
Dosti Mein Yaad Rakhna Ke Mumkin Hai Kisi Din Dushmani Ho Jaye Aur Dushmani Mein Bhi Kabhi Had Munasib Se Tajawaz Nah Karna Ke Mumkin Hai Ke Kabhi Sulooq Ki Zaroorat Par Jaye
HE COVERS ME WITH HIS WINGS AND BITES ME WITH HIS BILL
چور سے کہے چوری کر اور شاہ سے کہے ہوشیار رہنا
Chor Se Kahe Chori Kar Aur Shah Se Kahe Hooshiyar Rehna
BORROW IS THE MOTHER OF TROUBLE
اُدھار کے دُکھ ہزار
Udhaar Ke Dukh Hazaar
VIRTUE NOW IS IN HERBS, STONES, AND WORDS ONLY
انسان میں اب نیکی کا نام و نشان تک بھی نہیں رہا
Insaan Mein Ab Neki Ka Naam O Nishaan Tak Bhi Nahi Raha
SHORT NECKONINGS MAKE LONG FRIENDS
حِساب پاک دوستی برقرار
Hisaab Pak Dosti Barqarar
ARMED TO THE TEETH
مکمل مسلح
Mukammal Musallah
AT THE WORST
بد ترین حالت میں ۔ بری سے بری حالت میں
Bad Tareen Haalat Mein – Buri Se Buri Haalat Mein
A LITTLE LABOUR, MUCH HEALTH
صحت کے لیے کام ضروری ہے
Sehat Ke Liye Kaam Zaroori Hai
CAST NOT DUST INTO THE WELL THAT GIVES YOU WATER
جِس ہنڈیا میں کھاۓ اسی میں چھید کرے
Jiss Handiya Mein Kaye Isi Mein Chhaid Kere