English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
ALL WORK AND NO PLAY MAKES JACK A DULL BOY
Urdu Proverb
پیستے پیستے آدمی کولہو کا بیل بن جاتا ہے
Proverb in Roman Urdu
Peesty Peesty Aadmi Kolho Ka Bail Ban Jata Hai
ALL WORK AND NO PLAY MAKES JACK A DULL BOY
پیستے پیستے آدمی کولہو کا بیل بن جاتا ہے
Peesty Peesty Aadmi Kolho Ka Bail Ban Jata Hai
MANY SANDS WILL SINK A SHIP
چھوٹی باتوں کی پرواہ نہ کرو تو بعد میں نقصانِ عظیم کا باعث بنتی ہیں
Choti Baton Ki Parwah Nah Karo To Baad Mein Nuqsaan Azeem Ka Baais Banti Hain
HE THAT HAS MANY SERVANTS HAS MANY THIEVES
نوکروں کا جمگھٹا چوروں کا اڈا !
Rokron Ka Jamghata Choron Ka Adda !
ANGER MAKES A RICH MAN HATED AND A POOR MAN SCORNED
غُصہ امیر میں نفرت اور غریب میں حقارت کا باعث ہوتا ہے
Gussa Ameer Mein Nafrat Aur Ghareeb Mein Hiqarat Ka Baais Hota Hai
Example is better than precept.
سمجھانے سے وہ اثر نہیں ہوتا جو کر کے دیکھانے سے ہوتا ہے۔
Samjhane Se Woh Assar Nahi Hota Jo Kar Ke Dikhane Se Hota Hai .
BY HIS VERY CONCEALMENT HE ADDED FAME TO FAME
گمنامی سے شہرت بڑھتی ہے
Ghum-Nami Se Shohrat Barhti Hai
OLD AGE IS A HEAVY BURDEN
بڑھاپا بھاری بوجھ ہے
Burhapa Bhaari Boojh Hai
GLORY BE
عزت و توقیر کا اظہار
Izzat O Touqeer Ka Izhaar
SOW GOOD WORK AND THOU SHALT REAP GLADNESS
مسرت نیک کاموں کا اجر ہے
Musarrat Naik Kamon Ka Ajar Hai
VICES ARE LEARNED WITHOUT A MASTER
عیب سیکھنے کے لیے اُستاد کی ضرورت نہیں
Aib Seekhnay Ke Liye Ustad Ki Zaroorat Nahi