English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
THERE IS MUCH MORE LEARNING THAN KNOWLEDGE IN THE WORLD
Urdu Proverb
دنیا میں علم کی نسبت علمیت بہت زیادہ ہے
Proverb in Roman Urdu
Duniya Mein Ilm Ki Nisbat Ilmiat Bohat Ziyada Hai
THERE IS MUCH MORE LEARNING THAN KNOWLEDGE IN THE WORLD
دنیا میں علم کی نسبت علمیت بہت زیادہ ہے
Duniya Mein Ilm Ki Nisbat Ilmiat Bohat Ziyada Hai
I TALK OF THE CHALK AND YOU OF THE CHEESE
پوچھی زمین کی، کہی آسمان کی
Poochi Zameen Ki, Kahi Aasman Ki
THE STOMACH CARRIES THE FEET
پیٹ سب کچھ کراتا ہے
Pait Sab Kuch Karata Hai
NOTHING IS SO DIFFICULT THAT IT MAY NOT BE FOUND OUT BY RESEARCH
وہ کونسا عقدہ ہے جو واہ ہو نہیں سکتا ؟
Woh Konsa Uqda Hai Jo Wah Ho Nahi Sakta ?
A FRIENDLY HOUSE IS THE BEST OF HOUSES
دوستانہ گھر سَب سے اَچّھا گھر
Dostana Ghar Sab Se Acha Ghar
A MAN IS KNOWN BY THE COMPANY HE KEEPS
آدمی اپنی صحبت سے پہچانا جاتا ہے
Aadmi Apni Sohbat Se Pehchana Jata Hai
DO NOT ARGUE AGAINST THE SUN
زبردست سے بحث کرنا فضول ہے
Zabardast Se Behas Karna Fuzool Hai
ILL COMES UPON WAR’S BACK
لڑائی کے ساتھ مصیبتیں آتی ہیں
Larai Ke Sath Museebatein Aati Hain
EVERYONE BOWS TO THE BUSH THAT SHELTERS HIM
جِس سے مطلب نکلے یار ۔ اُسی کا گن مانا
Jiss Se Matlab Niklay Yaar – Usi Ka Gun Mana
IF YOU PUT NOTHING INTO YOUR PURSE, YOU CAN TAKE NOTHING OUT
اگر کچھ بچاوٴ گے نہیں تو وقت پر نکالو گے کہاں سے ؟
Agar Kuch Bachao Ge Nahi To Waqt Par Nikalu Ge Kahan Se ?