English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
TIME IS THE UNIVERSAL HEALER
Urdu Proverb
وقت سب زخموں کا مرہم ہے
Proverb in Roman Urdu
Waqt Sab Zakhamo Ka Marham Hai
TIME IS THE UNIVERSAL HEALER
وقت سب زخموں کا مرہم ہے
Waqt Sab Zakhamo Ka Marham Hai
A nine days’ wonder
چار دن کی چاندنی پھر اندھری رات ۔
Chaar Din Ki Chandni Phir Andheeri Raat .
DEATH DEFIES THE DOCTOR
موت کا کوئی علاج نہیں
Mout Ka Koi Ilaaj Nahi
THE FACE IS THE INDEX OF THE MIND
دل کا حال چہرے سے عیاں ہو جاتا ہے
Dil Ka Haal Chehray Se Ayaan Ho Jata Hai
HE THAT DOTH WELL WEARIETH NOT HIMSELF
کام کو ٹھیک طریق سے کرنے سے تھکان نہیں ہوتی
Kaam Ko Theek Tareeq Se Karne Se Thakaan Nahi Hoti
Milk of milk water of water.
دودھ کا دودھ پانی کا پانی۔
Doodh Ka Doodh Pani Ka Pani .
Money begins money.
مایا کو مایا ملے کر کر کے آگے ہاتھ ۔
Maya Ko Maya Miley Kar Kar Ke Agay Haath .
IN A STATE OF NATURE
ننگا
Nanga
HE IS VERY WISE WHO IS NOT FOOLISH, FOR LONG
صُبح کا بھولا ہوا شام کو گھر آجاۓ تو وہ بھولا نہیں کہلاتا
Subh Ka Bhola Huwa Shaam Ko Ghar Jaye To Woh Bhola Nahi Kehlata
THEY AGREE LIKE PICK-POCKETS IN A FAIR
چور کا بھائی گٹھ کترا !
Chor Ka Bhai Gath Katra !