English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
AT FULL SEA
Urdu Proverb
پوری رفتار سے
Proverb in Roman Urdu
Poori Raftaar Se
AT FULL SEA
پوری رفتار سے
Poori Raftaar Se
CHEAP AND BEST
کم خرچ بالا نشین
Kam Kharch Baala Nasheen
NOT EVEN HERCULES COULD CONTEND WITH TWO PERSONS
دو کے ساتھ گاما بھی نہیں لڑ سکتا !
Do Ke Sath Gamma Bhi Nahi Lar Sakta !
IF A DONKEY BRAY AT YOU, DO NOT BRAY AT HIM
اگر گدھا تم پر رینگنے تو اس کا مطلب یہ نہیں کہ تم اس پر رینگنا شروع کر دو !
Agar Gadha Tum Par Reengnay To Is Ka Matlab Yeh Nahi Ke Tum Is Par Reengnaa Shuru Kar Do !
HAVE FEW FRIENDS, THOUGH MUCH ACQUAINTANCE
شناسائی بہتوں سے دوستی ایک دو سے !
Shanasaai Bahuton Se Dosti Aik Do Se !
AFTER DINNER SIT A WHILE; AFTER SUPPER WALK A MILE
صُبح کے کھانے کے بعد آرام شام کے کھانے کے بعد سیر صحت کے لیے مُفید ہے
Subh Ke Khanay Ke Baad Aaraam Shaam Ke Khanay Ke Baad Sair Sehat Ke Liye Mufeed Hai
NO ONE CAN RULE EXCEPT ONE WHO CAN BE RULED
جو فرماں برداری کر سکتا ہے وہی حکومت کرنے کے قابل ہے
Jo Farmaa Bardari Kar Sakta Hai Wohi Hukoomat Karne Ke Qabil Hai
TO SEE AND LISTEN TO THE WICKED IS ALREADY BEGINNING OF WICKEDNESS
بُروں سے میل جول ۔ بُرائی کا آغاز !
Boron Se Mil Jol – Buraii Ka Aaghaz !
ALL THE WIT IN THE WORLD IS NOT IN ONE HEAD
جو اپنے آپ کو دنیا میں سب سے عقلمند سمجھے وہ بیوقوف ہے
Jo Apne Aap Ko Duniya Mein Sab Se Aqalmand Samjhay Woh Bewaqoof Hai
RESPECT A MAN, HE WILL DO THE MORE
تو میری عزت کرے گا تو میں تیرے باپ تک کی عزت کروں گا
To Meri Izzat Kere Ga To Mein Tairay Baap Tak Ki Izzat Karoon Ga