English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
HEAVE IN SIGHT
Urdu Proverb
منظر آنا
Proverb in Roman Urdu
Manzar Aana
HEAVE IN SIGHT
منظر آنا
Manzar Aana
NOTHING IN THE AFFAIRS OF MEN IS WORTHY OF GREAT ANXIETY
کسی بات کی زیادہ فِکر نہیں کرنی چاہیئے
Kisi Baat Ki Ziyada Fikar Nahi Karni Chahiye
A BAD HUSBAND CANNOT BE A GOOD MAN
بَد خاوند بھَلا آدمی نہیں ہو سکتا
Bud Khawand Bhala Aadmi Nahi Ho Sakta
A GOOD NAME IS BETTER THAN BAGS OF GOLD
لاکھ جائے پر ساکھ نہ جائے
Laakh Jaye Par Saakh Nah Jaye
UNEQUAL MARRIAGE ARE SELDOM HAPPY
اَن مل بے جوڑ شادی میں شاذ و نادر ہی مسرت ہوتی ہے
Ann Mil Be Jor Shadi Mein Shaz O Nadir Hi Musarrat Hoti Hai
WHO IS FIRST SILENT IN A QUARREL COMES OF A GOOD FAMILY
جھگڑے میں جو سب سے پہلے چپ ہو جاۓ وہی خاندانی اور شریف ہے
Jhagray Mein Jo Sab Se Pehlay Chup Ho Jaye Wohi Khandani Aur Shareef Hai
YOUR MAIN FAULT IS THAT YOU ARE GOOD FOR NOTHING
وہ آدمی کیا جس میں ایک نہ ایک خوبی نہ ہو !
Woh Aadmi Kya Jis Mein Aik Nah Aik Khoobi Nah Ho !
HE THAT ENDURES IS NOT OVERCOME?
جِس میں برداشت ہو اس پر غلبہ کون پاۓ
Jiss Mein Bardasht Ho Is Par Ghalba Kon Paye
THE LIAR IS SOONER CAUGHT THAN THE CRIPPLE
لنگڑے آدمی کی نسبت جھوٹ جلد تر پکڑا جاتا ہے
Langrhe Aadmi Ki Nisbat Jhoot Jald Tar Pakra Jata Hai
LOVE IS VERY FRUITFUL, BOTH OF HONEY AND GALL
محبت میں سکھ بھی بہت دکھ بھی بہت !
Mohabbat Mein Sukh Bhi Bohat Dukh Bhi Bohat !