English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
DEATH PAYS ALL DEBTS
Urdu Proverb
موت سب قرض اُتار دیتی ہے
Proverb in Roman Urdu
Mout Sab Karzz Utaar Deti Hai
DEATH PAYS ALL DEBTS
موت سب قرض اُتار دیتی ہے
Mout Sab Karzz Utaar Deti Hai
WE DO NOTHING WITHOUT THE LEAVE OF GOD
اللہ کی مرضی کے بغیر کچھ نہیں ہو سکتا
Allah Ki Marzi Ke Baghair Kuch Nahi Ho Sakta
THE FIRE WHICH SEEMS EXTINGUISHED OFTEN SLUMBER BENEATH THE ASHES
جو آگ بجھی ہوئی معلوم ہوتی ہے اس میں اکثر چنگاری چھپی ہوتی ہے
Jo Aag Bujhi Hui Maloom Hoti Hai Is Mein Aksar Chingari Chhupi Hoti Hai
ENTER A PROTEST
تحریر کرنا
Tehreer Karna
DO NOT BE IN A HURRY TO TIE WHAT YOU CANNOT UNTIE
ایسا کام کرنے میں جلدی نہ کرو جس کا بعد میں افسوس ہو
Aisa Kaam Karne Mein Jaldi Nah Karo Jis Ka Baad Mein Afsos Ho
THERE ARE MORE WAYS TO THE WOOD THAN ONE
کسی کام کو کرنے کا صرف ایک ہی طریقہ نہیں ہوتا !
Kisi Kaam Ko Karne Ka Sirf Aik Hi Tareeqa Nahi Hota !
THAT WHICH IS EASILY DONE IS SOON BELIEVED
جو آسانی سے ہو سکے اس کا سب جلدی سے یقین کر لیتے ہیں
Jo Aasani Se Ho Sakay Is Ka Sab Jaldi Se Yaqeen Kar Letay Hain
FOR THE LIFE OF HIM
اپنی قوت کے بدلے
Apni Qowat Ke Badlay
THE TONGUE TALKS AT THE HEAD’S CO
زیادہ باتیں بنانے سے دماغ خالی ہو جاتا ہے
Ziyada Baatein Bananay Se Dimagh Khaali Ho Jata Hai
HE IS MY FRIEND THAT GRINDS AT MY MILL
جو میرے کام آۓ وہی میرا دوست
Jo Mere Kaam Aye Wohi Mera Dost