English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
THERE ARE AS GOOD FISH IN THE SEA AS EVER COME OUT OF IT
Urdu Proverb
غیب کے خزانے ہر وقت بھرے رہتے ہیں
Proverb in Roman Urdu
Ghaib Ke Khazanay Har Waqt Bharay Rehtay Hain
THERE ARE AS GOOD FISH IN THE SEA AS EVER COME OUT OF IT
غیب کے خزانے ہر وقت بھرے رہتے ہیں
Ghaib Ke Khazanay Har Waqt Bharay Rehtay Hain
HUMBLE HEARTS HAVE HUMBLE DESIRES
جیسی روح ویسے فرشتے !
Jaisi Rooh Waisay Farishtay !
THE FILE GRATES OTHER THINGS, BUT RUBS ITSELF OUT TOO
ریتی اور چیزوں کو ریتتی ہے لیکن خود بھی گھستی ہے
Reti Aur Cheezon Ko Ret-Ti Hai Lekin Khud Bhi Ghasti Hai
HONESTY IS LIKE AN ICICLE; IF ONCE IT MELTS, THAT IS THE END OF IT
دیانتداری سے برف کے ٹُکڑے کی مانند ہے پگھلی اور گئی !
Dayanatdari Se Barf Ke Tukre Ki Manind Hai Pighli Aur Gayi !
WHEN TIMES ARE PROSPEROUS, MANY FRIENDS ARE COUNTED; IF FORTUNE DISAPPEARS, NO FRIEND WILL BE LEFT
جب پاس ہمارے دولت تھی تب یار ہمارے لاکھوں تھے اب پاس ہمارے کچھ نہ رہا تو دوست ہمارا کوئی نہیں
Jab Paas Hamaray Doulat Thi Tab Yaar Hamaray Lakhoon Thay Ab Paas Hamaray Kuch Nah Raha To Dost Hamara Koi Nahi
A SCALD MAN’S HEAD IS SOON BROKEN
مرے کا مارنا کیا ؟
Marey Ka Maarna Kya ?
AFTER A FUNERAL A FEAST
غم کے بعد خوشی !
Gham Ke Baad Khushi !
NOTHING IS SAFE FROM FAULT FINDERS
نکتہ چین ہر چیز میں نقص نکالتا ہے
Nuqta Chain Har Cheez Mein Nuqs Nikalta Hai
YOU CANNOT SHOE A RUNNING HORSE
بھاگتے ہوۓ گھوڑے کے نعل نہیں جڑے جا سکتے
Bhagtay Huwe Ghoray Ke Na-Al Nahi Jurey Ja Satke
POVERTY BREEDS STRIFE
غریبی میں ہزار جھگڑے
Gareebi Mein Hazaar Jhagray