English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
ZERO HOUR
Urdu Proverb
حملے کا صیحح وقت
Proverb in Roman Urdu
Hamle Ka Sahi Waqt
ZERO HOUR
حملے کا صیحح وقت
Hamle Ka Sahi Waqt
MEAT IS GOOD, BUT MANNERS ARE BETTER
ہنڈیا اگر کھلی ہو تو کم از کم کتے کو شرم چاہیئے
Handiya Agar Khuli Ho To Kam Az Kam Kuttay Ko Sharam Chahiye
THE POOR MAN IS NEVER FREE; HE SERVES IN EVERY COUNTRY
غریب کہیں بھی آزاد نہیں وہ ہر ملک میں آزاد ہے
Ghareeb Kahin Bhi Azad Nahi Woh Har Malik Mein Azad Hai
THE GRAVE IS THE GENERAL MEETING PLACE
ایک نہ ایک دن سب کو مرنا ہے
Aik Nah Aik Din Sab Ko Marna Hai
IT IS NEVER TO LATE TO LEARN
علم حاصِل کرنے کے لئے آدمی ہمیشہ جوان ہے
Ilm Hasil Karne Ke Liye Aadmi Hamesha Jawan Hai
ONE IS NOT SO SOON HEALED AS HURT
چوٹ لگتے اتنی دیر نہیں لگتی جتنی علاج میں
Chout Lagtay Itni Der Nahi Lagti Jitni Ilaaj Mein
PATIENCE IS A PLASTER FOR ALL SORES
کیسا ہی گھاوٴ ہو صبر اس کے لیے مرہم کا پھاہا ہے
Kaisa Hi Ghaao Ho Sabr Is Ke Liye Marham Ka Phaha Hai
GOOD BLOOD CANNOT LIE
شریف جھوٹ نہیں بولتا
Shareef Jhoot Nahi Boltaa
IF JACK WERE BETTER, JILL WOULD NOT BE SO BAD
خدواند اچھا تو بیوی بھی اچھی
Khudawand Acha To Biwi Bhi Achi
ONE TAKES THE TROUBLE AND ANOTHER TAKES THE CREDIT
سیوا کرے کوئی میوہ کھائے کوئی
Seva Kere Koi Mewa Khaye Koi