English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
NOT KNOWLEDGE BUT PRACTICE
Urdu Proverb
علم سے بڑھ کر مشق ہے
Proverb in Roman Urdu
Ilm Se Barh Kar Mashq Hai
NOT KNOWLEDGE BUT PRACTICE
علم سے بڑھ کر مشق ہے
Ilm Se Barh Kar Mashq Hai
GO TO PRESS
چھاپنا شروع کرنا
Chapna Shuru Karna
LET THE DRUNKARD ALONE, AND HE WILL FALL OF HIMSELF
شرابی کو دھکا کیا دینا
Sharaabii Ko Dhaka Kya Dena
EXCEPT NO GOOD IN RETURN
نیکی کر دریا میں ڈال
Neki Kar Darya Mein Daal
DO NOT BE DECEIVED BY OUTWARD APPEARANCE
رنگ روپ دیکھ کر نہ بُھولیے
Rang Roop Dekh Kar Nah Bholie
THE BRAIN DON’T LIE IN THE BEARD
بزرگی عقل سے ہے نہ کہ عمر سے
Buzurgi Aqal Se Hai Nah Ke Umar Se
SUCH CARPENTER, SUCH CHIPS
جیسا کاریگر ویسا کام
Jaisa Karigar Waisa Kaam
REASON AND AUTHORITY, THE TWO BRIGHTEST LIGHTS OF THE EARTH
عقل اور اختیار دنیا کی دو سب سے افضل چیزیں ہیں
Aqal Aur Ikhtiyar Duniya Ki Do Sab Se Afzal Cheeze Hain
THE WORST OF LAW IS THAT ONE SUIT BREEDS TWENTY
قانون کی سب سے بُری بات یہ ہے کہ ایک مقدمے کے بیس بن جاتے ہیں
Qanoon Ki Sab Se Burii Baat Yeh Hai Ke Aik Muqadmay Ke Bees Ban Jatay Hain
IT IS GOOD TO BEGIN WELL BUT BETTER TO END WELL
نیک آغاز نیک ۔ نیک انجام نیک تر
Naik Aaghaz Naik – Naik Injaam Naik Tar