English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
CALCULATE WELL BEFORE YOU SPEAK
Urdu Proverb
پہلے تولو ، پھر بولو !
Proverb in Roman Urdu
Pehlay Tulo, Phir Balow !
CALCULATE WELL BEFORE YOU SPEAK
پہلے تولو ، پھر بولو !
Pehlay Tulo, Phir Balow !
IF WISHES WERE HORSES BEGGARS WOULD RIDE
اگر پانی سے گھی نکلے تو کوئی روکھی نہ کھائے
Agar Pani Se Ghee Niklay To Koi Rookhi Nah Khaye
HOPE IS WORTH ANY MONEY
اُمید لا قیمت !
Umeed Laa Qeemat !
LOVERS REMEMBER ALL THINGS
عاشقوں کو چھوٹی چھوٹی چیزیں بھی یاد رہتی ہیں
Aashiqon Ko Choti Choti Cheeze Bhi Yaad Rehti Hain
IF RICH, BE NOT ELATED; IF POOR, BE NOT DEJECTED
نہ آۓ کی خوشی نہ گئے کا غم
Nah Aye Ki Khushi Nah Gaye Ka Gham
BETTER GOOD AFER OFF THAN EVIL AT HAND
بھلائی دور بھی ہو تو قریب کی بُرائی سے بھلی
Bhalai Daur Bhi Ho To Qareeb Ki Buraii Se Bhali
ASK THY PURSE WHAT THOU SHOULDST BUY
جتنی چادر ہو اتنے ہی پاوٴں پھیلاو
Jitni Chadar Ho Itnay Hi Paon Philav
A GOOD ARE HER IS NOT KNOWN BY HIS ARROWS, BUT BY HIS AIM
ماہر تیر انداز اپنے تیروں سے نہیں بلکہ اپنے نشانے سے پہچانا جاتا ہے
Maahir Teer Andaaz –Apne Teeron Se Nahi Balkay –Apne Nishanay Se Pehchana Jata Hai
HIS VERY GREATNESS IMPEDES HIM
آدمی کا بڑا پن ہی گویا اس کے پاوٴں کی زنجیریں ہیں
Aadmi Ka Bara Pan Hi Goya Is Ke Paon Ki Zanjeeren Hain
WE NEVER KNOW THE WORTH OF WATER TILL THE WELL IS DRY
جو شخص مصیبت میں نہیں پھنستا وہ عافیت کی قدر نہیں جانتا !
Jo Shakhs Museebat Mein Nahi Phnsta Woh Aafiat Ki Qader Nahi Jaanta !