English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
MEN HATE THOSE THEY HAVE HURT
Urdu Proverb
انسان جس کو نقصان پہنچاتا ہے اسی سے نفرت کرتا ہے
Proverb in Roman Urdu
Insaan Jis Ko Nuqsaan Pohanchata Hai Isi Se Nafrat Karta Hai
MEN HATE THOSE THEY HAVE HURT
انسان جس کو نقصان پہنچاتا ہے اسی سے نفرت کرتا ہے
Insaan Jis Ko Nuqsaan Pohanchata Hai Isi Se Nafrat Karta Hai
THE WHOLE OF LIFE IS NOTHING BUT A JOURNEY TO DEATH
زندگی کیا ہے ؟ موت کا سفر !
Zindagi Kya Hai? Mout Ka Safar !
A WORTHLY MAN IS NOT MINDFUL OF PAST INJURIES
بھلا آدمی دِل میں کینہ نہیں رکھتا
Bhala Aadmi Dil Mein Keena Nahi Rakhta
IT IS EASY TO OPEN A SHOP, BUT HARD TO KEEP IT OPEN
دوکان کھولنا آسان ہے دوکانداری کرنا مشکل ہے
Dokaan Kholna Aasaan Hai Dokandari Karna Mushkil Hai
IT IS ONLY THE RIGHT OF GREAT MEN TO HAVE GREAT FAULTS
بڑے عیبوں کے مقابلہ میں بڑی خوبیاں بھی ہونی چاہئیں
Barray Aibo Ke Muqaabla Mein Barri Khoobiyan Bhi Honi Chahiye
IT IS VAIN TO SPEAK REASON WHERE IT WILL NEVER BE HEARD
جہاں سنی نہ جاۓ وہاں عقل کی بات کرنا فضول ہے
Jahan Suni Nah Jaye Wahan Aqal Ki Baat Karna Fuzool Hai
AND EVIL THINGS ARE NEIGHBOURS TO GOOD
بُرائی اور بھلائی سب جگہ ہے
Buraii Aur Bhalai Sab Jagah Hai
HURRY SCURRY
بے ترتیبی اور تیزی
Be Tarteebi Aur Taizi
PRUDENCE IS NOT SATISFIED WITH MAY BE’S
دور اندیش کسی بات میں شبہ نہیں رہنے دیتا !
Daur Andesh Kisi Baat Mein Shuba Nahi Rehne Deta !
EVERY FOOL CAN FIND FAULTS WHICH A WISE MAN CANNOT REMEDY
نُکتہ چینی آسان ہے
Nuktah Cheeni Aasaan Hai