English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
FOR WHOM DOES THE BLIND MAN`S WIFE PAINT HERSELF
Urdu Proverb
اندھے کی بیوی کو بناوٴ سنگھار سے کیا فائدہ ؟
Proverb in Roman Urdu
Andhay Ki Biwi Ko Banaao Singhar Se Kya Faida ?
FOR WHOM DOES THE BLIND MAN`S WIFE PAINT HERSELF
اندھے کی بیوی کو بناوٴ سنگھار سے کیا فائدہ ؟
Andhay Ki Biwi Ko Banaao Singhar Se Kya Faida ?
ONE HOUR’S SLEEP BEFORE MIDNIGHT IS WORTH THREE AFTER
آدھی رات سے پہلے ایک گھنٹے کی نیند آدھی رات کے بعد تین گھنٹے کی نیند کے برابر ہے
Aadhi Raat Se Pehlay Aik Ghantay Ki Neend Aadhi Raat Ke Baad Teen Ghantay Ki Neend Ke Barabar Hai
EVERY ANIMAL LOVES ITSELF
اپنے کو کون نہیں چاہتا
Apne Ko Kon Nahi Chahta
SINGULARITY ALWAYS SEEMS TO HAVE A SPICE OF ARROGANCY
جِس میں کوئی خصوصیت ہو اس میں تھوڑا سا غرور ضرور ہوتا ہے
Jiss Mein Koi Khasusiyat Ho Is Mein Thora Sa Ghuroor Zaroor Hota Hai
ALL MANKIND IS BEHOLDEN TO HIM THAT IS KIND TO THE GOOD
نیک آدمی سے سب مدد کے امیدوار ہوتے ہیں
Naik Aadmi Se Sab Madad Ke Umeed Waar Hotay Hain
BEST IS BEST
اچھا اچھا ہی ہے
Acha Acha Hi Hai
THERE IS NO TIME LIKE THE PRESENT
جیسا وقت اب ہے پھر کبھی ایسا نہ ہوگا
Jaisa Waqt Ab Hai Phir Kabhi Aisa Nah Hoga
AS COURTEOUS AS A DOG IN A KITCHEN
کھانے کا کتا !
Khanay Ka Kutta !
ILL GOTTEN GAINS WORK EVIL
حرام کا مال نقصان پہنچاتا ہے
Haraam Ka Maal Nuqsaan Pohanchata Hai
HOPE WELL AND HAVE WELL
اچھی امید کا بھلا پھل !
Achi Umeed Ka Bhala Phal !