English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
UNKINDNESS HAS REMEDY AT LAW
Urdu Proverb
قانون میں بے رحمی کا کوئی علاج نہیں
Proverb in Roman Urdu
Qanoon Mein Be Rehmi Ka Koi Ilaaj Nahi
UNKINDNESS HAS REMEDY AT LAW
قانون میں بے رحمی کا کوئی علاج نہیں
Qanoon Mein Be Rehmi Ka Koi Ilaaj Nahi
THE COIN MOST CURRENT IS FLATTERY
خوشامد سب سے چلتا ہوا سِکہ ہے
Khoshamad Sab Se Chalta Huwa Sikka Hai
TAILOR MAKES THE MAN
آدمی کپڑوں سے پہچانا جاتا ہے
Aadmi Kapron Se Pehchana Jata Hai
AN OUNCE OF PRACTICE IS WORTH A POUND OF PREACHING
باتیں بنانا آسان ہے کام کرنا مشکل ۔ من بھر وعظ سے توبہ بھر عمل اچھا ہے
Baatein Banana Aasaan Hai Kaam Karna Mushkil – Mann Bhar Waaz Se Tauba Bhar Amal Acha Hai
EXCHANGE IS NO ROBBERY
قوموں میں تجارت و تبادلہ سے فریقین کو یکساں فائدہ ہوتا ہے
Qomon Mein Tijarat O Tabadlah Se Fariqain Ko Yaksaa Faida Hota Hai
JEALOUSY IS THE MAGNIFIER OF TRIFLES
حاسد کو تل پہاڑ نظر آتا ہے
Haasid Ko Tall Pahar Nazar Aata Hai
TO PLAY FAST AND LOOSE
نا قابل اعتبار ہونا
Na Qabil Aitbaar Hona
TOMORROW COMES NEVER
کل کس نے دیکھی ؟
Kal Kis Ne Dekhi ?
AS U SOW SO SHALL U REAP
جیسا کرو گے ویسا بھرو گے
Jaisa Karo Ge Waisa Bharo Ge
IF YOU ARE BOUND TO FORGIVE AN ENEMY, WE ARE NOT BOUND TO TRUST HIM
دشمن کو معاف کر دینے کے یہ معنی نہیں کہ اس پر اعتبار بھی کیا جاۓ
Dushman Ko Maaf Kar Dainay Ke Yeh Maienay Nahi Ke Is Par Aitbaar Bhi Kya Jaye