English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
MANY KISS THE HAND THEY WISH CUT OFF
Urdu Proverb
دِل میں زہر زبان پر شہد !
Proverb in Roman Urdu
Dil Mein Zeher Zabaan Par Shehad !
MANY KISS THE HAND THEY WISH CUT OFF
دِل میں زہر زبان پر شہد !
Dil Mein Zeher Zabaan Par Shehad !
YES AND NO ARE THE CAUSE OF ALL DISPUTES
اتفاق اور اختلافِ راۓ ہی سب جھگڑوں کی جڑ ہے
Ittafaq Aur Akhtlafe Rai Hi Sab Jhagron Ki Jarr Hai
LOCK YOUR DOOR AND KEEP YOUR NEIGHBOURS HONEST
اپنے مال کی حفاظت نہیں کرتا اور چور کا نام دھرتا ہے
Apne Maal Ki Hifazat Nahi Karta Aur Chor Ka Naam Dhrta Hai
THERE IS NO AGE WHICH RELIGION DOES NOT BECOME
مذہب ہر زمانہ اور عمر کو زیب دیتا ہے
Mazhab Har Zamana Aur Umar Ko Zaib Deta Hai
LAW IS KING
حکومت قانون کی !
Hukoomat Qanoon Ki !
SEEING IS BELIEVING
آنکھوں دیکھی بات سے کس کو انکار ہو سکتا ہے
Aankhon Dekhi Baat Se Kis Ko Inkaar Ho Sakta Hai
BETTER SHORT OF PENCE THAN SHORT OF SENSE
پیسے سے عقل بڑی
Paisay Se Aqal Barri
A GOOD THING IS SOON SNATCHED UP
اچھی چیزیں جلد چھن جاتی ہیں
Achi Cheeze Jald Chhin Jati Hain
NO ONE IS BORN WITHOUT FAULT; HE IS BEST WHO IS BESET BY LEAST
بے عیب رات کس کی ہے ؟ وہی سب سے اچھا ہے جِس میں سب کم عیب ہوں ؟
Be Aib Raat Kis Ki Hai? Wohi Sab Se Acha Hai Jiss Mein Sab Kam Aib Hon ?
EVERY ONE THINKS HIMSELF ABLE TO GIVE ADVICE TO ANOTHER
اپنی عقل اور بُرائی سب کو بھلی لگتی ہے
Apni Aqal Aur Buraii Sab Ko Bhali Lagti Hai