English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
PATIENCE WITH POVERTY IS ALL A POOR MAN’S REMEDY
Urdu Proverb
غریب کو مفلسی میں صبر کے سواۓ کیا چارہ ہے
Proverb in Roman Urdu
Ghareeb Ko Muflisi Mein Sabr Ke Siwai Kya Charah Hai
PATIENCE WITH POVERTY IS ALL A POOR MAN’S REMEDY
غریب کو مفلسی میں صبر کے سواۓ کیا چارہ ہے
Ghareeb Ko Muflisi Mein Sabr Ke Siwai Kya Charah Hai
LET US SEE WHICH WAY THE WIND BLOWS
دیکھیے اونٹ کس کروٹ بیٹھتا ہے
Dekhieye Oont Kis Karvat Baithta Hai
EVEN IN A VILLAGE OF EIGHT THERE IS A PATRIOT
محب وطن کہاں نہیں ہوتے ؟
Muhib Watan Kahan Nahi Hotay ?
THE BEST FRIENDS ARE IN THE PURSE
زر ہی بہترین دوست ہے
Zar Hi Behtareen Dost Hai
TO GAIN ONE,S POINT
دلائل سے مخالف کو شکت دینا
Dalail Se Mukhalif Ko Shikat Dena
DURABILITY IS BETTER THAN DECORATION
پائیداری زیبائش سے بہتر ہے
Paedaari Zebaish Se Behtar Hai
SILENCE IS THE BEST ORNAMENT OF WOMEN
خاموشی عورت کا سب سے بڑھیا زیور ہے
Khamoshi Aurat Ka Sab Se Budiya Zewar Hai
GOOD WORDS COOL MORE THAN COLD WATER
میٹھے الفاظ ٹھنڈے پانی کی نسبت زیادہ تسکین بخشتے ہیں
Meethay Alfaaz Thanday Pani Ki Nisbat Ziyada Taskeen Bkhshte Hain
BROAD DAYLIGHT
د ن دیہا ڑ ے
Din Dehare
The wise man carries wealth in himself.
عقلمند کی دولت اُس کے سر میں۔
Aqalmand Ki Doulat Uss Ke Sir Mein .