English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
TO BUY A PIG IN THE POKE
Urdu Proverb
دیکھے بغیر چیز خریدہ
Proverb in Roman Urdu
Dekhe Baghair Cheez Kharboza
TO BUY A PIG IN THE POKE
دیکھے بغیر چیز خریدہ
Dekhe Baghair Cheez Kharboza
IT IS FOR WANT OF THINKING THAT MOST MEN ARE UNDONE
بِلا سوچے سمجھے کام کرنے سے بہت سے لوگ تباہ ہو چکے ہیں
Bila Soochey Samjhay Kaam Karne Se Bohat Se Log Tabah Ho Chuke Hain
HE THAT HINDERS NOT A MISCHIEF IS GUILTY OF IT
جو دوسرے کو گناہ سے نہ روکے وہ خود گناہگار
Jo Dosray Ko Gunah Se Nah Rokay Woh Khud Gunahgaar
DO NOT DO TODAY WHAT YOU WILL REPENT OF TOMORROW
آج ایسا کوئی کام نہ کرو جِس پر کل پچھتانا پڑے
Aaj Aisa Koi Kaam Nah Karo Jiss Par Kal Pachtaana Parre
THE KING NEVER DIES
گدی کبھی خالی نہیں رہتی !
Gaddi Kabhi Khaali Nahi Rehti !
IF A FOOL HAVE SUCESS, IT RUINS HIM
بیوقوف کو کامیابی نہیں پھلتی
Bewaqoof Ko Kamyabi Nahi Phalti
SLUGGARDS ARE NEVER GREAT SCHOLARS
کاہلی اور علم کا بیر ہے
Kahili Aur Ilm Ka Bair Hai
A KING`S PALACE AND SCARCITY OF PEARLS
راجہ کے گھر موتیوں کا کال
Raja Ke Ghar Motiyon Ka Cal
CUSTOM IS THE GUIDE OF THE IGNORANT
جاہل لکیر کے فقیر ہوتے ہیں
Jaahil Lakeer Ke Faqeer Hotay Hain
TO BELIEVE A BUSINESS IMPOSSIBLE, IS THE WAY TO MAKE IT SO
کسی کام کو ناممکن خیال کرنا ہی اس کام کا ناممکن بنانے کا طریقہ ہے
Kisi Kaam Ko Namumkin Khayaal Karna Hi Is Kaam Ka Namumkin Bananay Ka Tareeqa Hai