English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
HE THAT HAS AN ILL NAME IS HALF HANGED
Urdu Proverb
نکٹا جئے بُرے احوال !
Proverb in Roman Urdu
Nikatta Jiye Buray Ahwaal !
HE THAT HAS AN ILL NAME IS HALF HANGED
نکٹا جئے بُرے احوال !
Nikatta Jiye Buray Ahwaal !
THE WISEST OF THE WISE MAY ERR
سو داناوٴں کا دانا بھی غلطی کر بیٹھتا ہے
So Daanaon Ka Dana Bhi Ghalti Kar Baithta Hai
HIS BARK IS WORSE THAN HIS BITE
اس کا بھونکنا کاٹنے سے بھی بُرا ہے
Is Ka Bhonkna Katnay Se Bhi Bura Hai
he is rich enough that needeth neither flatter nor borrow
جس کو خوشامد یا قرض کی ضرورت نہیں وہ کافی امیر ہے
Jis Ko Khoshamad Ya Karzz Ki Zaroorat Nahi Woh Kaafi Ameer Hai
THERE IS A BLACK SHEEP IN EVERY FOLD
بُرے سب جگہ ہوتے ہیں
Buray Sab Jagah Hotay Hain
ONE HALF THE WORLD DOES NOT KNOW HOW THE THE OTHER HALF LIVES
آدھی دنیا کو یہ معلوم نہیں کہ باقی آدھی دنیا کس طرح گزر بسر کرتی ہے
Aadhi Duniya Ko Yeh Maloom Nahi Ke Baqi Aadhi Duniya Kis Terhan Guzar Busr Karti Hai
GIVE PLACE
جگہ دینا / منانا
Jagah Dena / Manana
A DOUBTFUL REMEDY IS BETTER THAN NONE
اَن ہوَت سے ہوَت بھَلی ۔ نہ ہونے سے کُچھ ہونا یقیناً بہتر ہے
An Hoot Se Hoot Bhali – Nah Honay Se Kuch Hona Yaqeenan Behtar Hai
LOVE IS NOT FOUND IN THE MARKET
محبت بازار میں نہیں بکتی
Mohabbat Bazaar Mein Nahi Bikti
IT IS GOOD SOMETIMES TO HOLD THE CANDLE TO THE DEVIL
ضرورت کے وقت گدھے کو بھی باپ بنا لیتے ہیں
Zaroorat Ke Waqt Gadhay Ko Bhi Baap Bana Letay Hain