English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
FORE-THOUGHT IS BETTER THAN REPENTANCE
Urdu Proverb
پہلے کی سوچ بچار بعد کے پچھتاوے سے بہتر ہے
Proverb in Roman Urdu
Pehlay Ki Soch Bichaar Baad Ke Pachtaway Se Behtar Hai
FORE-THOUGHT IS BETTER THAN REPENTANCE
پہلے کی سوچ بچار بعد کے پچھتاوے سے بہتر ہے
Pehlay Ki Soch Bichaar Baad Ke Pachtaway Se Behtar Hai
NO MAN CAN BE HAPPY WITHOUT A FRIEND, NOR BE SURE OF HIS FRIEND TILL HE IS UNHAPPY
دوست کے بغیر خوشی حاصل نہیں ہو سکتی اور جب تک مصیبت نہ پڑے دوست کا پتہ نہیں لگتا !
Dost Ke Baghair Khushi Haasil Nahi Ho Sakti Aur Jab Tak Museebat Nah Parre Dost Ka Pata Nahi Lagta !
DEATH KEEPS NO CALENDAR
موت اور گاہک کا کیا وقت ؟
Mout Aur Gahak Ka Kya Waqt ?
FORTUNE CAN ONLY TAKE WHAT SHE GAVE
قِسمت اپنا دیا ہی واپس لے سکتی ہے
Qismat Apna Diya Hi Wapas Le Sakti Hai
IT IS BETTER TO RECEIVE THAN TO DO AN INJURY
بُرائی کرنے کی نسبت برائی کا نشانہ بننا اچھا ہے
Buraii Karne Ki Nisbat Buraiee Ka Nishana Ban-Na Acha Hai
MEASURE IS TREASURE
میانہ روی بڑی دولت ہے
Miyana Rawi Barri Doulat Hai
AMONG MEN SOME ARE JEWELS AND SOME ARE PEBBLES
آدمی آدمی میں انتر ۔ کوئی ہیرا کوئی کنکر ۔ ہر شخص کے اپنے اعمال ہوتے ہیں جن سے اسکی پہچان ہوتی ہے ۔ اگر کوئی کام چور ہے تو اسکی اپنی پہچان ہے اگر کوئی محنتی ہے تو اسکی اپنی ایک اہمیت ہے
Aadmi Aadmi Mein Antar – Koi Heera Koi Kanker – Har Shakhs Ke –Apne Aamaal Hotay Hain Jin Se Uski Pehchan Hoti Hai – Agar Koi Kaam Chor Hai To Uski Apni Pehchan Hai Agar Koi Mehnati Hai To Uski Apni Aik Ahmiyat Hai
IF ONCE WHEN ONCE
اگر کبھی تو پھر کبھی
Agar Kabhi To Phir Kabhi
TO WEAR WELL
خود کو جوان رکھنا
Khud Ko Jawan Rakhna
A STITCH IN TIME SAVES NINE
وقت پر ایک ٹانکا نو کا کام کر دیتا ہے
Waqt Par Aik Tanka No Ka Kaam Kar Deta Hai