English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
A GOOD ROUND SUM
Urdu Proverb
پیسے کا بڑا حصہ
Proverb in Roman Urdu
Paisay Ka Bara Hissa
A GOOD ROUND SUM
پیسے کا بڑا حصہ
Paisay Ka Bara Hissa
FETCH AND CARRY
کسی کا کوئی کام کر دینا
Kisi Ka Koi Kaam Kar Dena
NO ONE OUGHT TO BE A JUDGE IN HIS OWN CASE
اپنے معاملہ میں خود ہی قاضی نہیں بننا چاہیئے !
Apne Maamla Mein Khud Hi Qaazi Nahi Ban-Na Chahiye !
NO CROSS, NO CROWN
کام بغیر دام نہیں !
Kaam Baghair Daam Nahi !
HOWS MADE IN STORMS ARE FORGOTTEN IN CLAMS
دکھ گیا اللہ بسرا !
Dukh Gaya Allah Basra !
LIVE AND LEARN
ابھی دنیا دیکھو !
Abhi Duniya Dekho !
THE ETERNAL TALKER NEITHER HEARS NOR LEARNS
باتونی نہ تو کسی کی سنتا ہے اور نہ کچھ سیکھتا ہے
Batoni Nah To Kisi Ki Santa Hai Aur Nah Kuch Seekhta Hai
A MAN IS KNOWN BY HIS FRIENDS
آدمی صحبت سے پہچانا جاتا ہے
Aadmi Sohbat Se Pehchana Jata Hai
BY NO MEANS
یقیناً نہیں
Yaqeenan Nahi
NEAREST THE HEART, NEAREST THE MOUTH
جو بات دل میں ہو وہ ضرور زبان پر آتی ہے
Jo Baat Dil Mein Ho Woh Zaroor Zabaan Par Aati Hai