English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
TIME SOFTENS ALL GREIFS
Urdu Proverb
وقت ہر غم کا علاج ہے
Proverb in Roman Urdu
Waqt Har Gham Ka Ilaaj Hai
TIME SOFTENS ALL GREIFS
وقت ہر غم کا علاج ہے
Waqt Har Gham Ka Ilaaj Hai
PRAY TO GOD, BUT ROW TO SHORE
اللہ سے دعا مانگو مگر ہاتھ پر ہاتھ دھر کر نہ بیٹھو !
Allah Se Dua Mango Magar Haath Par Haath Dhar Kar Nah Betho !
HE WHO SUFFERS CONQUERS
جو تکلیف اٹھا سکتا ہے فتح اسی کو نصیب ہوتی ہے
Jo Takleef Utha Sakta Hai Fatah Isi Ko Naseeb Hoti Hai
GET THROUGH
ختم ہو نا
Khatam Ho Na
GENIUS IS PATIENCE
صبر و تحمل عقل و فہم کی نشانی ہے
Sabr O Tahammul Aqal O Feham Ki Nishani Hai
LEARNING MAKES A GOOD MAN BETTER, AND AN ILL MAN WORSE
علم سے اچھا آدمی بہتر اور بُرا بدتر بنتا ہے
Ilm Se Acha Aadmi Behtar Aur Bura Badter Bantaa Hai
A SORROW SHARED IS BUT HALF A TROUBLE , BUT A JOY THAT’S SHARED IS A JOY MADE DOUBLE
رنج بٹانے سے کم ہوتا ہے لیکن خوشی بڑھتی ہے
Ranj Batanay Se Kam Hota Hai Lekin Khushi Barhti Hai
ONE DEVIL IS LIKE THE OTHER
سب بھیڑیں منہ کالی
Sab Bhirhin Mun Kaali
A BAD THING NEVER DIES
بُری چیز ہمیشہ موجود رہتی ہے ۔ بُرے کو مَوت کہاں
Burii Cheez Hamesha Mojood Rehti Hai – Buray Ko Mout Kahan
PUBLIC NECESSITY IS MORE IMPORTANT THAN PRIVATE
پبلک کی ضرورت نجی ضرورت سے افضل ہے
Public Ki Zaroorat Niji Zaroorat Se Afzal Hai